Badi takleef hoti hai... Kisi ko alvida khna.. usi se dur ho jana.. tha jiske waste jina.. Khudi ko aajmaya hai . To ye anjam hai aya... nhi hoti bewafai...kisi se duriyaan krna Rhi hongi uski bhi... Kuch majburiyaan apni.. Nhi to wo bhi akele me.. aankhe nam nhi krta.. Kabhi koi shikayat tu....na krna wakt se fir bhi. Smjhta kon hai kitna...ye Akele me manan krna.. #nojotodairy #nojoto #nojotowriter #writer #pyar #kavita #emotion #duri #problms #dearlove #kalam #kavishala #feelings #sad #aansu