Nojoto: Largest Storytelling Platform

Har panchi kahan paband hota hai wapisi ka Hamesha

Har panchi kahan paband hota hai wapisi ka
Hamesha kab lotta krty hain jany waly

Humko tu mubht ly bethi wrna
Hum kahan log thy dukhary suna'ny waly

Aqal kehti hai chor ghumon ki nomaish
Dil kehta hai yehi tu zakham hain dekha'ny waly

Tu jo apni nazar me mubht ka qalander bana betha hai
Tuj jeson ko tu waj-ul-qatal samjhty hain zamany waly

Khud bhi isi rog me hain mubtila likin
Dojaon ko kehty hain choro yeh bhi koi rog hain lagny waly

Mein ny dekha hai Aksar wohi nhi loty
Jin jin ny kiya thy wady ghazab k anay waly.. #najotourdu #poetry