kaun kehta hai ki ab behtar nahi hu khud se jo mohabbat karni shuru kar di to sambhal gaya hu mai khyal jo nikale hai maine apne dimag se uske bare me dil se to bhut pahle hi nikal chuka hu mai ab na laute kabhi wo meri jindagi me bas yahi duaa kiya karta hu mai. #avisek #abnaaana 🙂