Vaishvik Mahamari Dardnak drashya dikhe har jagah Jaan bachane ko jutta hai insaan Bhukh pyas se tadap raha insaan Ghar ke aur kadam badhaye ja rahe log Duri ghar se ghata rahe log Thaka hai insaan tu Har nahi manega tu Bikhra na tu kabhi Tuta na tu kabhi Le rahi imtehan ye Saiyam banaye rakh tu Himmat badhayega aur tu #We will win against Corona