Nojoto: Largest Storytelling Platform

Kahate hai kamyabi ka koi gwah nhi hota nakami har

Kahate hai kamyabi ka koi gwah nhi hota
nakami har kisi ko sunai deta hai
or koshish karney walo ka kabhi haar nahi hota
par badnami har kisiko Nazar aata hai
paishe ka koi mol nhi hota
per inhi Chand paisho ke liye kambakht Rishtey tak tute jate hai

©Hritik Gupta
  #my #New #Shayari #in #Nojoto #Kamyabi #Ka #Koi #Gwah #Nhi