Nojoto: Largest Storytelling Platform

Tu phir Lout aa Radha... Le chal mujhe phir ussi

Tu phir Lout aa Radha...

Le chal mujhe phir ussi kadamb ki chhaanv me,
Jahaan chhoot gyi baansoori meri,
Le chal mujhe ussi Yamuna ke ghaath pe,
Jahaan tujh sang raas racha baitha tha,
Jahaan tujse preet laga baitha tha,
Sach re sakhi pahera preet ke pahele kshyan woh,
Nehi bisarte chaahe ran ko,
Bin Gokul bin Yasu maiyaa bin Raathika bikal Kanhaiyaa,
Tujse dur kya jaata agar,
Kans vadh na karna hota,
Debakee maiyaa ko na chhoodana hota,
Mahabharat na rachanaa hota,
O sun Raadhika,
Kartavya bojh se sana hua mein,
Aane hi vihar se bana hua mein,
Mujko na samaj itna nistoor,
Sach ri sakhi,
Jab iswar nehi hota hoon,
Sachmooch bohut rota hoon,
Dwarika ke saagar ye mere asroonon se bana hua hai,
Ab Rukhmini bhi kaheti hai,
Tum ab kiyon aaoge,
Paheli preet jo bhula baheti ho,
Baansoori ki baate sun,
Tujh sang preet ki baaten sun,
Rukhmini bhi mujh sang roti hai,
Toh aa ab Raadhe,
Le chal ab punah ussi kadamb ki chhaanv me,
Tujh bin ab mein na jee paata hoon,
Rukhmini ko dekh na mar paata hoon,
Par 
Kahan tu ab kabhi aa paaegi,
Mujh ko toh tum bin jeena hai,
Virah ki halahal peena hai,
Sach kaheta hoon Radhee,
Jab parmeswar nehi hota hoon,
Sach mooch bohut rota hoon.....
Tu phir Lout aa Radha...

Le chal mujhe phir ussi kadamb ki chhaanv me,
Jahaan chhoot gyi baansoori meri,
Le chal mujhe ussi Yamuna ke ghaath pe,
Jahaan tujh sang raas racha baitha tha,
Jahaan tujse preet laga baitha tha,
Sach re sakhi pahera preet ke pahele kshyan woh,
Nehi bisarte chaahe ran ko,
Bin Gokul bin Yasu maiyaa bin Raathika bikal Kanhaiyaa,
Tujse dur kya jaata agar,
Kans vadh na karna hota,
Debakee maiyaa ko na chhoodana hota,
Mahabharat na rachanaa hota,
O sun Raadhika,
Kartavya bojh se sana hua mein,
Aane hi vihar se bana hua mein,
Mujko na samaj itna nistoor,
Sach ri sakhi,
Jab iswar nehi hota hoon,
Sachmooch bohut rota hoon,
Dwarika ke saagar ye mere asroonon se bana hua hai,
Ab Rukhmini bhi kaheti hai,
Tum ab kiyon aaoge,
Paheli preet jo bhula baheti ho,
Baansoori ki baate sun,
Tujh sang preet ki baaten sun,
Rukhmini bhi mujh sang roti hai,
Toh aa ab Raadhe,
Le chal ab punah ussi kadamb ki chhaanv me,
Tujh bin ab mein na jee paata hoon,
Rukhmini ko dekh na mar paata hoon,
Par 
Kahan tu ab kabhi aa paaegi,
Mujh ko toh tum bin jeena hai,
Virah ki halahal peena hai,
Sach kaheta hoon Radhee,
Jab parmeswar nehi hota hoon,
Sach mooch bohut rota hoon.....