Nojoto: Largest Storytelling Platform

White zindagi se man oobta ja raha hai, khudkhushi

White zindagi se man oobta ja raha hai,
khudkhushi ka khyal man ko lubha raha hai,
ajeeb kashmkash main hoon tareeka kya apnaoon,
isi udhedbun mai dil doobta ja raha hai,
kuch mere apne hai jo mujhe nakara samjhte hain,
mera apna har ek shaks badalta ja raha hai

©Riyazul Qamar
  #GoodMorning  shiza  Sh@kila Niy@z  Raksha Singh  Isma Arzoo  Shabana parveen(Ana dehlvi)