Nojoto: Largest Storytelling Platform

sath tumhara jab bhi chaha tumne mujhe apahij sa

sath tumhara  jab bhi  chaha
tumne mujhe apahij samjha
sath  tere main chal sakti thi
tune hamesha abla samjha
jab chaha kadam badha lu 
tune mujhe dhakel diya samaj
ki majburiyo main 
 sath  tera jo milta mujhko
 chhu leti us neel gagan ko,
kar leti har sapna pura........
haan hu main naari,
 par abla nahi,naa hu main apahij,
vijay bhi kar sakti tum par ,
par esa humne  naa socha.
pyar karoge ,sath bhi dungi,
 kadmo main bichh jaungi 
""apahij....abla" ....ye naa samjho
tere liye sab kar jaungi,
tere chirag bhi pale hain,ghar bhi sambhale hain
pyar do maan do ...khud ki  bhi pahchan banaungi
............. respect women....
sath tumhara  jab bhi  chaha
tumne mujhe apahij samjha
sath  tere main chal sakti thi
tune hamesha abla samjha
jab chaha kadam badha lu 
tune mujhe dhakel diya samaj
ki majburiyo main 
 sath  tera jo milta mujhko
 chhu leti us neel gagan ko,
kar leti har sapna pura........
haan hu main naari,
 par abla nahi,naa hu main apahij,
vijay bhi kar sakti tum par ,
par esa humne  naa socha.
pyar karoge ,sath bhi dungi,
 kadmo main bichh jaungi 
""apahij....abla" ....ye naa samjho
tere liye sab kar jaungi,
tere chirag bhi pale hain,ghar bhi sambhale hain
pyar do maan do ...khud ki  bhi pahchan banaungi
............. respect women....
poojaverma2639

pooja verma

New Creator