us ek lamhe me yesa laga ki may harkar bhi jit gaya, magrur tha nashe me chur tha jo pal uska ab wo bit gaya, ab jajbato ke khadag se katal mera karna chahe kya pata usko ab dil pe karan kawach ko khud khich gaya, jo ki thi makkari usne ,uska fal wo bhog rahi, sath rahegi maaf karunga yesa galat wo soch rahi, tanha chhoda tha raste me ab may jina shikh gaya bola tha na wapas aayegi,par samay uchit wobit gaya, bit gaya