Nojoto: Largest Storytelling Platform

Vo muh par andekha karta tha , uska mujh par gaur

Vo muh par andekha karta tha , uska mujh par gaur bhi tha ,
Faqat meri ruswayi na lekin , maqsad to kuch aur bhi tha ,
Kuch jadoo tha baaton mein uski , usne kaha maine pagal maan liya khud ko ,
Mai samjhta kya hidayate logon  ki , vo hunarmandon ka daur bhi tha . . . . . .    #aurbhitha

sameerjain7336

Sameer Jain

New Creator