Vo muh par andekha karta tha , uska mujh par gaur bhi tha , Faqat meri ruswayi na lekin , maqsad to kuch aur bhi tha , Kuch jadoo tha baaton mein uski , usne kaha maine pagal maan liya khud ko , Mai samjhta kya hidayate logon ki , vo hunarmandon ka daur bhi tha . . . . . . #aurbhitha