Chota sa kavi kya hua... Kuch Logon ki ankhon mein khatakne laga... Toh kuch logon ka pyaara ho gaya... Bakiyon ka pata nahi, Par dua karne walon ki ankhon ka tara ho gaya aur fir ek din...chota sa kavi... kaiyon ke likhne padhne ka , aage badhne ka sahara ho gaya 8th May 2019 (10:09 AM) #abhishekism #poet #writer #chotasakavi