Nojoto: Largest Storytelling Platform

ek maa ka uttardayitva apne putra-putriyon ko pita

ek maa ka uttardayitva apne putra-putriyon ko pita ke achche aacharan,kartitvon aur pita ke purvajon ke maryadit sanskaron se awagat karana hai.maa kabhi bhi apne munh se pita ke bure aacharno ko bachchon ke sammukh bolna  ya unhe batana ek pita se apne auladon se kaafi door kar deta hai.faltah ek maa ki galti ke karan budhape me maa aur pita dono ko kashton ka samana karna padata hai..
,

©Shailendra Dubey
  # kartavya ek maa ka##

# kartavya ek maa ka## #Motivational

126 Views