Press jab tum jane ki bat karti ho suno,ek nazar mujpe rakhti h ek haseena khidki se muje takti h ek mallika aankho se bhale marti h ek khatoon mujhe love letter se marti h ek dilruba dil apna uchhalti h wo hirni jesi ZULEKHA larzte hotho pe shabnam ki tarh naam mera rakhti h rakhti h ek maghroor jalpari sundari raaste me jaate hue palat palat k dekhti h ek ne kankar mara h 3rd flore se ishara ye h ke bethi hu jeene pe ye surkh lab,madhosh kare roza h mera warna kon rok leta peene se teri ek nigaah kaatil saamp se.rengte h seene pe ek apsara anchal khushbu wala lehrati h ek pardanasheen ba haya salaam salike se kar jati h or na jaane kya kya ab kux na pooch raato ko aati h khaabo me teri saheli na jane karti h kese 2 sulook mehkati h man ko mere bekhud karti h ab to alam ye lagta h k bhul hi jaaunga khudka wajood wah bohot khoob ek mohatarma ne kiya h ishara ban kar ana tum mere mehboob me kya kahu bhala ishq h kya bala ,,ye b h ek kala wakt badal rha h kese kese roob ©qais majaaz 02 #PressFreedomDay