Kisi ke pas aakr dur chle jane se jindgi rukti to ni, pr Kuch bikhar si jarur jati hai, pr v waqt aur halat dono hi hme jindgi ki Kuch sachaiyon , r Kuch naye anubhavon se ru-ba-ru jrur krati hai, Jindgi hme sikhati hai, Ki ye jruri ni ki hm kisi ke sth rhe ya Kisi ke bagair, Ki ye jruri to ni ki jo hmne aksr chaha bi mile hi shi , Jindgi ek tarazoo ki trh hai , Sb Kuch brabr krte hue hi chlti hai , jindgi hasna sikhati hai, rona sikhati hai , drd deti h to sehna bi sikhati hai , ki jo kho gya , ya chhod gya , uske bina mrna ni jina sikhati hai , agr mar gye hote ishq me juda hone vale , to ye sari duniya hi kabristan hoti , aksr milte lakhon log jindgi mein, koi apna keh jindgi bhar sth chl ske, sbke nasib me kaha koi aisi kahani hoti hai , ki manjile yun hi nahi milti har kisi ko, milo ka safar tay krna hota hai bulandiyon tk pahunchne ke liye , ki lakhon tufaan aate h raston pr jamne se hat ke kuch krne ki, bhut kuch sun kr khamosh rhna pdta hai ki jab tk manjile milti ni, ki jindgi yun hi gujar gyi kore kagaj ki trh to kya fayda, kuch rangin spno se sja na to kya fayda, berang jindgi se to achi kuch galtiyan hi kr lo, yun kuch nya na krke ache banne me kya fayda, ki raat aankhon me khawab sja kr so gye , ki takiye ke sirahne kuch kisse bun diye , pankho ko faila ke aasmanon me bi ud liye, nind tooti to jana v to spna tha , kuch iss trh sikhati hai sonam jindgi hme jine ka salika , r log kehte h ki jindgi me rkha kya hai . jindgi