Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jo kuchh ho skta tha maine har ishara kar ke dek

Jo kuchh ho skta tha
 maine har ishara 
kar ke dekh liya 
ishq khata h ehsaas 
hai hume
 fir v ishq dubara 
kr ke dekh liya
 kitni mashakkat 
janaab maine kiye 
na ho sake tm yaado 
se meri gumshuda
 maine kitno se ishq 
tmhara kr ke dekh liya

©Riya Singh
  #Tulips ishq dubara kar ke dekh liya...💔💔💔
riyasingh5613

Riya Singh

New Creator

#Tulips ishq dubara kar ke dekh liya...💔💔💔 #शायरी

135 Views