Nojoto: Largest Storytelling Platform

labon par mithas, or dil me jehar hai.. a kalyug h

labon par mithas,
or dil me jehar hai..
a kalyug h saheb,
              jinda lashoo ka a shehar hai...

yaha sach bikta hai,
         or zuth kharida jata hai...     
apne bhi kehte h yaha,tu kon?  
tera kya humse nata hai...

dekhate h pyar labon par,
agar jeb ho bhari..
garibo ki to yaha reh jati h,
sari khwayeshe dari ki dari...

musibat me yaha ,
koe aata nhi kam
upar se dikhwa log yaha, 
 karte subah sham

dil me ghule jehar ko, 
o labon par lata nahi,
kalyug k es dor me , 
koe bhi chain se sota nhi..

sab khate h yaha,
ek dusre ki jaan...
apnapan jatakar phir,
pohcha dete h samshan...

©Priyanka Jaiswal
  #Labon