Nojoto: Largest Storytelling Platform

Aa taro k is jahan m ek saiyara bane.. tuti ummeed

Aa taro k is jahan m ek saiyara bane..
tuti ummeede jod apna ek ashiyana bane..

tera mera milna to dastur m tha hi...
aa ab ek duje ka hath tham 
uljhano ki nadiya paar kar,
khud ek kinara bane..
aa taro k is jahan me ek saiyara bane..

mujhme tu aur tujhme mai..
aa ek duje k saye tale
ghani pareshaniyo me bi, 
apni rooh ka sahara bane..
aa taro k is jahan me ek saiyara bane....

©Tanya gupta #imaginations
Aa taro k is jahan m ek saiyara bane..
tuti ummeede jod apna ek ashiyana bane..

tera mera milna to dastur m tha hi...
aa ab ek duje ka hath tham 
uljhano ki nadiya paar kar,
khud ek kinara bane..
aa taro k is jahan me ek saiyara bane..

mujhme tu aur tujhme mai..
aa ek duje k saye tale
ghani pareshaniyo me bi, 
apni rooh ka sahara bane..
aa taro k is jahan me ek saiyara bane....

©Tanya gupta #imaginations
ishra2813328315344

Tanya gupta

New Creator