ae rab! meri dua qubul karna meri bahan hamesha khush rahe isse manjoor karna agar kabhi dukhi bhi ho to uska hamsafar uske saath rakhna meri pyaari behna ki raah me hamesha pyaar ka diya jalaaye rakhna un dono ki jodi hamesha barakrar rakhna unke sar pe hamesha apna haath banaye rakhna ae rab! meri dua qubul karna HAPPY BIRTHDAY meri pyaari behana tu hamesha khush rehna šš«š«š„°š„° #meri pyaari didi#Happy Birthday