Nojoto: Largest Storytelling Platform

Milkar tujse bada acha lagta hai, Tu nai hoti pas

Milkar tujse bada 
acha lagta hai,
Tu nai hoti pass to
suna sa lagta hai,
khusi hoti hai yeh
soch kar,
koi to hai zindagi me,
jo apna sa lagta hai.

©Pankaj Parwani
  #FriendshipDay #LO√€ #WithoutYou