tum se bas itani guzarish h ki tum har pal khus raha karo tumahri khushiyo ke liye ham apani khushiyo ko aag laga dege bas yrr tum muskara karo or ye jo tumhari aakho se moti nikalte h tum inhe yuh na pani ki tarah bahaya karo or ham tere yrr he kabhi to hame apane dal ka hal bataya karo or har bar tumhare karib aane ki koshish karte he kabhi to aake mere gale se lag jaya karo #yari kabhi to aake mere gale se lag jaya karo