Nojoto: Largest Storytelling Platform

Jis maud par sab sath chhod jate hain, Hum us maud

Jis maud par sab sath chhod jate hain,
Hum us maud se bhi aage tumhare sath chalna chahte hain;
Khushi mein tumhare sath machalna aur gham mein tumhare sath jalna chahte hain;
Is bat ki koshish pehle kisi ne kiya hai ya nahin pata nshin par;
"Sab badal jaate hain" hum yeh kahavat badalna chahate hain...

©Saipada Brajamohan Sab Badal Jate Hain....
#saipadabrajamohan