Nojoto: Largest Storytelling Platform

🌈♥️ Ishq tumhara muqammal aur uski adhuri kyu

🌈♥️

Ishq tumhara muqammal aur uski adhuri kyu reh jati h,
Tumhari chahat sahi aur uski dastaan befazool kyu kehlati h.
Tum ishq me fanaah ho to afsana bann jata h,
Wo pyaar kahe to zamana kabool nhi kar pata h.
Mohabbat me jaan to wo bhi vaar sakta h,
Fark bss itna h ki wo ldka hokar ldke pr marta hu!!

#Kajal_Bhardwaj #Love#Lgbt