Yeh jo milkar pal bhar m bhool jate hai. Na jane yeh logg kese kar jate hai. Dikha kar zmeen aasmaan ban jate hai. Na jane yeh log kese kar jate hai. Dil m akar jb ansu ban jate hai. Na jane yeh log jese kar jate hai. Hakikat m hokar khwaab ban jate hai. Na jane yeh log jese kar jate hai. Zindagi k gamo ka souda kar jate hai. Na jane yeh log kese kar jate hai. Apna kehte kehte duniya tabha kar jate hai. Na jane yeh log kese kar jate hai. #OpenPoetry