Iss baar arsh zameen se pyaar kar betha, Doori thi lekin dil ki baat kar betha.. Mile bhi to the dono barsaat ke mausam mai ek baar, Mausam badalte hi kambakht pyaar badal betha.. Iss badalte pyaar ki daleel parkhi toh pata laga ki shayad zameen ko zameen aur arsh ko arsh hone ka ehsaas pata laga.. ~(Saarthak Kachroo) Pyar badal betha #Arsh aur #Zameen