Nojoto: Largest Storytelling Platform

Maa agr mohbbat bhari nazron se dekhti h,to baap m

Maa agr mohbbat bhari nazron se dekhti h,to baap mohbbat ke khatir khudko sooraj ki garmi m tapata h
Maa agar 2 roti bdhti deti h,To Baap un roti ko kamane ke lye apne kandho p na jane kitne bojh uthata h
Maa agar roye to Allah naraz hota h Baap agar ro de to to ruth jti h Qainat
Maa agar dil h,To Baap us dil ki dadhkan
Maa agar naram h,to baap thoda sa sakht
Maa agar daant se bchati h,To Baap teekhi nazron se b mohbbt dikhata h
uski daant m chupa beshumar pyr h
Maa gar aankho ki thandak h,to rooh ko thndak Baap se phochti h
Maa gar hifazat ki dua krti h, To Baap khud saya bnkr hifazat krta h
Baap kitna bhi boodha ho jye,Mgr bchhe ke lye wo ek fauji ki trh ldta h
pyr dono k hi apni jgh beshumar hota, bs Maa dikha deti h,Or Baap chupa leta h
apne bchho ki hr zidd poori krne ke lye,Wo hr bojh ko apne kandho pr utha leta h
khoon paseena ek krke do wqt ki roti wo juta pata h,ye jo tum Baap ki kamayi k faqar dikhate ho, najane is chand dolat ko kamane ke lye wo kitni br haara h
unki daant tmhe ek pabandi lgti h,or unki mohbbat se tmhra dum ghutta h?
qadar unse pucho Baap ki jo apna saaya htakr apne bchho ko alvida keh chuka h
gar kch na de sko unko to kamaskam koi tkleef bhi mt dena,Mne Maa se zda ek Baap ko rote dekha h
din bhr bhi kamale mgr uff krte dikhta nhi,ye kesi taqat h ek Baap m ki sooraj ki garmi ke aage bhi ye thakta nhi
bohot chota hu m mere ps to itna b zar nhi ke apne Baap ka paseena tk sukha sku,Mgr itna bada m ho chuka hu ke apne Baap k bojh uske kandho se hata sku
shaksiyat dekhi nhi mne itni haseen, Baap ki mohbbt ke jse koi mohbbt hi nhi
Salamat rhe hr Baap k saaya apne bachho pr,ke baap ke bin koi ghr ghr hi nhi....

@wordsofalhamdsiddiqui mere papa...

mere papa... #poem