Log kehte hai mazi ka pyar bhool jata hai unhen kya pata ye pyar ek khofnaak zehar banjata hai tum kitni bhi koshish karo ussey bhool jane ki woh kambkhat bure saaye ki tarha tumhare peeche padh jata hai phir bhi log kehte hai mazi ka pyar bhool jata hai❤ #past #love #broken