Nojoto: Largest Storytelling Platform
nadeemkhan7920
  • 174Stories
  • 225Followers
  • 1.2KLove
    0Views

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

😰 Papa ka sar dard 😀 😍 Mama ka ladla 😘 😀 Kamina frnd ki jaan 😘 ❤️ Single ❤️ 😄 Bindasss life 😄 😊 No attitude 😄

  • Popular
  • Latest
  • Video
1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Phle aaine me mere sath

Tum bhi nazar aate the,

Ab jab dekhta hu to

Bus tanhai nazar aati hai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #City

8 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Tasalli dene ke liye bulata hu tumhari yado ko,

Magar afsos siway tanhaiyo ke kuch nhi milta

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #snow

10 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Barbadiyo ka haseen ek mela hu mai,

Sabke rhte hue bhi bhut akela hu mai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #boat

8 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Chand jaisi fitrat hai meri,

Wo aasma me akela hai

Mai is jaha me akela hu.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #mountain

7 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Phle tum sath the to chalet the mere pair,

Ab tanha hokar to bus ladkhdate hai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #alone

7 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Kaash Tu Samajh Sakti Mohabbat Ke Usoolo Ko,
Kisi Ki Saanson Mein Samakar Usey Tanha Nahi Karte.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #alone

10 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Waqt Ke Badal Jaane Se Itni Takleef Nahi Hoti Hai,
Jitni Kisi Apne Ke Badal Jaane Se Takleef Hoti Hai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #Love

Love

10 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Mujhko Meri Tanhai Se Ab Shikayat Nahi Hai,
Main Patthar Hoon Mujhe Khud Se Bhi Mohabbat Nahi Hai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #Past

9 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Meri Palkon Ka Ab Neend Se Koi Talluk Nahi Raha,
Mera Kaun Hai Yeh Sochne Mein Raat Guzar Jaati Hai.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #mountain

9 Love

1e2b90f0851b70390ef3ba34efa5de50

ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ

Takleef Ye Nahin Ke Tumhein Azeez Koi Aur Hai,
Dard Tab Hua Jab NajarAndaz Koye Gaye.

©ƧƛMƛƦ ƘӇƛƝ #Journey

8 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile