Nojoto: Largest Storytelling Platform
tanukumari4316
  • 19Stories
  • 226Followers
  • 243Love
    0Views

Tanu Kumari

pese se cse eng bang gai hu.. to jahir hai ki computer se pyar hogya.. shadi programming se kar lungi.. berojgari abhi chal raha hai..

  • Popular
  • Latest
  • Video
24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

 tanhai kuch palo ki

tanhai kuch palo ki

12 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

 safar kuch tham sa gya hai...

safar kuch tham sa gya hai... #poem

9 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

mana ki tut kar giri hu ma
mana ki tut kar giri hu ma...
par,phir bhi phul hu mai..
awara patti nahi..
jise thokar mar di har kahi har traph..
jise apne kadmo me rungte hu chal pari..
kisi ki puja ki thali ka shayad hisa thi...
to kisi ki janaje ka khisa thi ....
ho agar kadar meri to hi jamin se uthana...
warna rukane ki jarurat nahi..
bin dekhe apne raste chalte jana..
mur ke dekhane ki jarurat nahi...
mana ki tum mujh jese nahi...
lekin thori kadar to kar hi lo meri...
mana ki tut kar giri hu ma..
mana ki meri kahani tum jesi nahi hai..
lekin tum bhi to hum jese nahi ho..
............ of on follow women....

of on follow women.... #poem

5 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

Moments teri yado ko kya kahu ma..
teri  irado ko kya kahu ma..
tujhe yad hoga n jab hum pahli bar mile the..
tune kitne pyar se mujhe gale lagya tha...
tujhe yad hogna n tere dur jane ka dar bhi mujhe staya tha...
aaj jab ma teri bahao me hu to phir se ek sukun sa milta hai..
hamari yade ke pul bhi bare anokhe the..
kahi badhate the to kabhi ek dusre me bikharte the..
ye dhaga bhi kisi me bare majbut banye honge tabhi to iski gath bari majbut si hoti hai..
teri yad bhut aati hai ..
iswar aana to mujhe apna bana ke hi le jana..
teri yad bhut aati hai..
tujh bin ma adhuri hu ..
iska khabar to hoga n thujhe..
is war aana to mujhe pura sa kar dena..
tere sath ki bat hi kuch alag si hoti hai...
tere pas ki aehsas hi kuch alag si hoti hai

8 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

Success  Ma.. hari nahi hu abhi.. 
kyu ki  harna abhi shikha nahi.. 
ma.. ruki nhi hu abhi.. 
kyu ki chalna suru hi kiya hai.. 
safar thora lamba hai.. 
rukawate ki diwar thori unchi hai.. 
mazil thori dhudhali si hai.. 
uaske  pas aane ka rasta abhi suru hi kiya hai.. 
waqt abhi bhut hai shayad is liye mazli thori dur hai.. 
waqt ka parda hatega to mazil bhi karib sa hoga.. 
ma.. abhi is bhir me khari hi to huai hu.. 
kyu ki is bhir ka samna karna abhi baki hai.. 
waqt abhi  shayad baki hai isliye is bhir se nikal abhi baki hai..
ma.. tuti nahi hu abhi.. 
kyu ki tutane ki wajh nahi mili hai.. 
waqt abhi shayad baki hai isliye tut kar bhikharna abhi baki hai..
ma hari nahi hu abhi.. 
is chalna abhi baki hai... zindagi ki rah...

zindagi ki rah...

13 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

Path rasta hamesa dotrapha hota.. 
kabhi uas traph to kabhi is traph.. 
kabhi sahi to kabhi galat hota hai.. 
lekin hum raste pe hi chalte hai.. 
mazil ka pata ho n ho.. 
lekin rasta nahi bhulte hai..
larkhana girna sab hota hai rasta pe.. 
par chalna band nhi hota.. 
aage ka pata n hota lekin.. 
nikal parte hai apni raste pe.. 
......

9 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

my dear friend.. 
kya kahu tumlogo ke bare me... 
shayad lafz bhi kam par jaye.. 
kya kahu apni yariyo ke bare... 
jamana jalta raha  or hamari dosti barkara rahi.. 
waqt bita raha hum apni dosti ke naye naye kahani likhate gye.. 
aaj hum thore dur dur kya huye jamana ne hamari dosti pe sawal utha diya... 
unhe kese batau besak hum dur huye hai lekin magruhriyat wahi hai hamari.. 
unhe kya batu dosti dur hone se nahi badalti.. 
wawt badlta hai... 
hamari tumhari kahani kuch ek pano pe likhi jane wale nahi thi.. 
humari dosti to wo lakir hai jo kabhi mitai na ja sake..
humari dosti to wo rusani hai jo kabhi bhujhai na ja sake.. 
humari dosti wo dualat hai kahi bajar me bikati nahi.. 
jiska kio mol lagya jaye.. 
humari dosti to ek payale ke ek cup chaye ki trah hai jise sabko har subh chahiye hota hai.
humari kahani kuch alga dhang ki hai.. 
humari phikar kuch alag si hai.. 
ye sabkuch kuch mere frnd ke nam.. 
@sud, himu, nit, simpy, nisha, akashi, rashmi, simpi, prince,indu,puni,d....
love u all my dear frnd.. 
miss u yarr.. . my dear namuno... 
 Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari Bhawana Mehra Soumya Jain

my dear namuno... Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari Bhawana Mehra Soumya Jain #poem

17 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

kuch kahna hai tumse.. 
aksar jab mai akele bethati hu  to sochti hu ki.. 
mujhe hi aesa banya.. ya mujh jese or hai is duniya me.. 
tab ek awaj aai khud se.. 
bhar nikal ke dekh lo.. 
tab ma mehsus ki mai akeli nahi hu mujhese bhut hai..
jo apne dil me ek khamoshi si Khwashi liye jite hai.. 
is umid me kabhi na kabhi kahi n kahi kio to hoga jo mere khawais ko samjhe ga.. 
kio to hoga jo mere pas aake bolega aaj mai tumhare Khawais  ko pankh diya.. 
ura lo is aaj duniya me tumbhi apne khawais  ko.. 
kise kahu ki ma alag hu un sab se.. 
mere khawais  alag hai.. 
safar to sab chalte hai.. 
lekin mere is akele safar chal rahi hu is umid me kio to hoga jise bhi meri khawais  se pyar hoga.. 
kio to hoga meri khawais ki aehmiyat samjh aaye.. or wo duniya ko samjha paye.. 
sochte sochte kabhi kabhi is barish ki bund ki trah ma bhi barash jati hu.. khud pe.. 
kabhi kabhi ye garjate badal ki trah garja jati hu khud pe.. 
kabhi kabhi khud me phir se simat jati hu ki khawais  kabhi pure nahi hote.. 
uase dil me hi dawa acha hota hai.. 
kabhi khud ke sawal se hi lar jati hu.. 
khawais  akhir khawais  hi kyu rah jate hai.. khawais  puri hone ki.. 
Sudhanshu Ranjan Prince Richa....gp🤐 -Jeet Bajwa

khawais puri hone ki.. Sudhanshu Ranjan Prince Richa....gp🤐 -Jeet Bajwa #poem

28 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

safar... 
lo ek naya or safar suru ho gya... 
kabhi waqt tha jab safar bas sapne me the.. 
aaj hakikat hai.. 
safar me thora dar sa thori phikar si hai.. 
is naye safar me.. 
kabhi waqt badlta ahi to kabhi hum badlte hai.. 
lekin aaj samjh na aarha hai.. 
hum balde ya waqt badl gya.. 
ab kuch safar akele ka hai.. 
khud ka... 
na isme kisi ka sath hai ...
na kio apna na kio parya sirf khud ka hai... 
tumhara safar acha ho.. 
jis safar ke liye nikale ho.. 
wo mukamal ho.. 
ye safar me bhut kuch piche chhuta hai.. 
bhut apne bichare hai.. 
khayal bas itna hai dil me meri manjil mujhe mil jaye.. 
lo safar suru hogya .... # my best frnd ke liye sud... 
 Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari kashish (kashi_thoughts) Bhawana Mehra

# my best frnd ke liye sud... Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari kashish (kashi_thoughts) Bhawana Mehra

12 Love

24b9d63828566160079e5d961d36ca5d

Tanu Kumari

lahro ki gahrai si hu mai.. 
tu kitna janta hai mujhe... 
tu kitna pahchanta hai mujhe.. 
tu kitna samjhata hai mujhe... 
ye jamana ...
tujhe kya aehasas hai meri... 
tu to bas khelna jana tha... 
kabhi maa to kabhi beti to kabhi bahu ke roop me mujhe paya... 
kabhi mujhe khud ke jese hone kaha diya.. 
is gharai me mat ghus kabhi tu nikal nahi payega... 
kabhi meri tanhai me mat aana ...
sambhal nahi payega... 
mere dard tujhe dikh  jaye aesa hoga nahi... 
kabhi samdur ki ghari nahi dikhati.. 
kabhi uarti lahare nhi thamti... 
tu mujhe kya janega kabhi mujhe kya pahchanega.. 
jiski kio pahchan hi na ho.. 
uase kya khu mai.. 
kabhi rukti nahi kabhi jhukati nahi... 
kabhi thamti nahi.... 
teri lahar jese wesi hi hu mai.. 

kabhi dar jau to mujhe bhujhdil mat samjhana... 
jab lahar jor ki hoti hai to sabkuch dub sa jata hai... 
meri teri kahani ka kuch hisa bhi aesa hi hai... 
kabhi tham sa jata hai.. 
to kabhi dub sa jata hai... # lahar si hu mai.... 
 Richa....gp🤐 Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari Foundation Persnickety (Rishav Bhardwaj)

# lahar si hu mai.... Richa....gp🤐 Sudhanshu Ranjan Prince Indrani kumari Foundation Persnickety (Rishav Bhardwaj) #poem

10 Love

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile