Nojoto: Largest Storytelling Platform
zishanqazimohd7281
  • 819Stories
  • 460Followers
  • 4.0KLove
    854Views

( dil e zisha )

shammaye hasti he masti me parvana he. hamjese fakiro ke thokar me jamana he.. parvaj he jaheno ki kat kat kar jaha girti... bekhof in logo ke mahefil me divana he.

  • Popular
  • Latest
  • Video
695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

White suhane dekh najare aur kasti ko sail par lage rahene de
ab agar bich majdhar me jaye ga to fass jayega
sikva he kissi ka ke dar ab bhi ban rakha he sayed, 
nadan meri hasrato ke tapis se tera husn jhulas jayega.

©( dil e zisha )
  #sad_shayari
695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

White yehi to bas aek rasta he jaha me khudse khule ke kalam karta, 
yaha bhi agar shayeri me jhut bolu to fir ye kissa tamam karta,, 
ye jo meri bekhudi he badal he kissi ke berukhi ki
bar aks he aine ka gar tu adab karta to mebhi salam karta.

©( dil e zisha )
  #flowers to me bhi  salam karta

#flowers to me bhi salam karta

695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

White khud se rutha huva divana mere yar kidhar jayega, 
jate jate yuhi mere andar se serosukhen ka hunar jaye ga,, 
vo jis roz bhi samje ga mere utho par tabassum ka matlab,,, 
kahkahe laga kar roye ga sambhle ga ya bichar jaye ga. 
uske aek yad me kiya mene sadiya na gujari, 
ye bhi to aek dor he jo has has kar gujar jaye ga. 
vo ye samajta he ke riya kari se me vakif nahi uske,
banke anjan sambhala ke kahi ye rista bikhar jayega. 
tisnagi ke aag ne shamma bhi bujha di zisha lekin, 
ho kar maus na is bar na parvana apne ghar jaye ga.

©( dil e zisha )
   ho mayus na is bar ghar jaye ga

ho mayus na is bar ghar jaye ga #Shayari

695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

us ki vafao ka etbar jabtak tha,
is dil me uske liye piyar tabtak tha,,
uljhane barti rahi intehaye yas hone tak,,, 
mil hi gaya bahetar usko dil bekarar tabtak tha.

©( dil e zisha ) #snowpark tab tak tha

#snowpark tab tak tha

695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

tenat he dil ke gulista par chasni me dubi huvi shamsire, 
bhala bejuban kiya jane ke ye lazjate guftagu kiya he. 
                     19 /agst/2023

©( dil e zisha )
  #Gulaab
695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

mere hak me duva yehi he ke maye ab tujko bhul jao, 
tere liye bhi badduva yehi he ke maye dil se tujko bhul jao,, 
jindagi ki pecho kham me, ya tanhaiyo me meri yad aaye,,, 
magar har roj tujko yad karke fir duva karuga ke tujko bhul jao. 

17 agast2023

©( dil e zisha )
  #Parchhai maye tujko bhul gao

#Parchhai maye tujko bhul gao

695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

nind se jakkar sunhere khuvab ki tabir bata dunga maye,
teri bevafai ki hakikat ko apne vafase milva dunga maye,, 
mere najdik isse bar kar aur koi saja kiya hogi, 
ja ye badduva he meri ke tujko bhula dunga maye. 
                     (8, 1,23) 
( dil e zisha )

©Zishan Qazi Mohd
  #galiyaan baduva he tujko bhula dunga maye

#galiyaan baduva he tujko bhula dunga maye

695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

gaherai me dub kar naumidi aur jajbaye sukan bhi mile ga, 
gar ye na ho to kese dil ke aag ka indhan bhi mile ga,, 
becheni ranjo gam ko samet kar aaj kalam ke sihayi me utara,,, 
jinda he gar gor se suna jaye jism ke kissi kone me dharkan bhi mile ga. 

                      6,7,23

( dil e zisha )

©Zishan Qazi Mohd
  #Ambitions
695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

karna he jitna julum jiyada se jiyada karle,
mita de nisha muhabat ke aur nafrato se vada karle,,
 har lamhe har roj darya samandar se milta he magar,,,
kiya ho ghar samandar bhi darya se milne ka irada karle.
(aafat aajaye gi gar samandar se milne ka irada karle.)

( dil e zisha )

©Zishan Qazi Mohd #grey
695ba40f5484d1b42dfc15c2fd43e47b

( dil e zisha )

rafta rafta khud garji ke sache me dhalte chale gaye,
barf ke manind thi khuvahise meri sari pigalte chale gaye,,
chatan ke manind khare rahe apne ousolo par chur hone tak,,,
fir u huva ke wakt ke sath sath ham bhi badalte chale gaye.
jin se dekhe the khuvab saja to milni hi to thi unne,
dard sare fir aasu bankar aakho se nikalte chale gaye.
bandha tha jisme dhaga ishq ka mene tere mere nam ka,
us roj ke bad se us darakht ke sare patte jharte chale gaye.
is rahq ishq me jakhm se nasur banne tak ka safar dekha he,
thakan se chor he magar fir bhi ham zisha chalte chale gaye.


( dil e zisha )

©Zishan Qazi Mohd #selflove
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile