Nojoto: Largest Storytelling Platform
nojotouser8719184342
  • 14Stories
  • 17Followers
  • 215Love
    2.2KViews

Abodh Kumar

  • Popular
  • Latest
  • Video
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

#love_shayari #Success
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

mere hathon mein tumhare hath
 kitne acche lagte Ho
 jab rehta hu tumhare sath
 bare sache lagte ho
 kya doge uhi jindgi bhar sath
 tum bahot achhe lagte ho

©Abodh Kumar
  #Chhuan
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

ye raste akele hi chalne hote hai 
bas koi sath dede to life maze hote hai 
warna sab sahi hote hai  
har jagah ham hi ham hote hai

©Abodh Kumar
  #WoNazar
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

kuchh riste unki khushi ke liye nibhana  padta hai jinme hamari Khushi samil nahi hoti  

 sase ham lete hai par jina unke liye padta hai 
jinme hamari jivan hi nahi hoti

©Abodh Kumar
  #kinaara
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

Sapna sa suhane lagte Ho,
 ek hi mulakat mein
 lag Raha Jaise janmon se jaane pahchane lagte Ho,
 yejo bin bole bahut Kuchh keh rahe ho,
 lagta hai varshon se bichhade  mere
deewane lagte Ho.

©Abodh Kumar
  #yaadein
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

ye badal barsh ja
 kahi se aake tu mujpe 
 pyasi hu  
 jal rahi hai Dharti yah Jahan
 jise dekho kar raha hai
 cemical se sinchai
 na Nadi Rahi 
na saaf Pani se saji kinare
 Jahan dekho pradushan plastic chemicals  insanon ne hai bikhre
main hoon nature 
Badal Tu bhi na Barsha
 To main jaaun Kahan re
 Kuchh Boond Hi Sahi  bheega de mujhe 
or bhi dard bari dasta hai mere kya kya kaha jay kya na ye to baqt hi batay

©Abodh Kumar
  #Sunhera
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

sab samjhdar hai yaha
 jabtak unko hamse matlab hai 
sab apne hai yaha
 tha ummid ki waqt parne pe
 mujhe bhi milegi madat unlogo se 
par  Sach kahu to  madat ki ik kadam bhi koi aage na bada laga sab sapne hai yaha pe

©Abodh Kumar
  #duniya
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

Guru se Gyan Mila
 Gyan se mila Gaurav
 agar hota mere
 hak mein to  Guruji
 aapko hi  likhta rab

©Abodh Kumar
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

palat raha tha tenth ki kitabe barso bad
kuchh betuki si sabdo me uljha khat mila
 us samay ka sabse pyara ye pal tha
 jise pada to khub hasi aai
 to na ja paunga un bite 
pal me firse vapis  soch kar
 aakhe  nam hogai
jane kaha vo school bali 
pal khogai .

©Abodh Kumar
  #kitaab
846a5172de255f6e26c8a1f799e9da83

Abodh Kumar

sab sahi hai 
tanha hu 
sath mere koi nahi hai 
 jab aaya tha tu pass mere laga tha jindagi bhar sath rahega tu nahi jayga chhor ke vade kiye tune hajar fir kyu gya mujhe tanha akela chhor ke tum aaogen intjazar kar rahe hai tumhare usi sunsan mor pe

©Abodh Kumar
  #Parchhai
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile