Nojoto: Largest Storytelling Platform
rashidakhilawala6846
  • 17Stories
  • 74Followers
  • 98Love
    119Views

Rashida Khilawala

  • Popular
  • Latest
  • Video
9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Bhool se apni aukaat bhool chale the hum
paida hi nahi hue kuch haq lekar
na dukhi hone ka, na gussa hone ka
Jaha se shuruaat ki khood ko dhood ne ke .. 
aaj wahi pe zindagi khatm si ho chali hai

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Kya jaane woh
humien gaadhte waqt
laash nahi
beejh hai hum!!!

~~Rashida Khilawala~~ Beejh

Beejh

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Strung on the hinges of my sanity
while I see a white light in front of me
I wonder,
is it a divine direction
or a fast moving train coming my way!

~~Rashida Khilawala~~ sanity!

sanity!

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

dooriyan

dooriyan

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

dooriyan

dooriyan

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Woh kehte hai
dooriyan khoobasoorat hoti hai
Alag rehke
asli ishq ki mehsoosiyat hoti hai
Hum ise jhoot nahi thehraate
lekin aapke bina
in yaadon se dosti ho nahi paati
tanhaayi mei neend aa nahi paati
Kaee dafe takiye ko saraaha
par us mei aapki khushboo ki kami hai
bina koi wajah
aankho mei, neend bhi aur nami bhi hai
Aur woh kehte hai
dooriyaan khoobsoorat hoti hai dooriyan

dooriyan

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Woh kehte hai na...

apne jo naa hone par bhi
apni ek yaad si aye kisiko
toh apne hone pe guroor hota hai

apne naa hone se
gar kiskiko fark na pade
toh, kabhi kabhi, sukoon hota hai

kaise in sab ko samjhe hum
kya ehmiyat mei fizooliyat ko talaashe
ya fizooliyat mei ehmiyat ko?

~~Rashida Khilawala~~ ehmiyat aur fizooliyat

ehmiyat aur fizooliyat #कविता

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Darr ka bayaan kya karu ghalib
Kambakht hai bhi aur nahi bhi

Nayi shuruaaton ka fitoor toh dekho
Hum chal toh padhe hai raahon pe
Toofaanon ka khauf chhode kahin!

~~ Rashida Khilawala New beginnings!

New beginnings!

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

It takes a lot to see things through
Tons of determination and grit, that's true.

But, have you ever thought of the cost of peace
To make the choice and bathe in its breeze

For once you pose the greed for peace
for once you see the peace in greed
you may lose the anchor that keeps you on track
you may waiver and wander, not knowing what you lack

It isn't enough to simply dream big
It's also imperative to walk thr path right
For it isn't just about the hieghts you reach
It's about the way you walk and talk each fight

So think twice before you set afoot
Every dream and aspiration will come true
Just stay strong in your conviction and belief
And the conviction is what will take you through!

~~Rashida Khilawala success and dreams

success and dreams #poem

9085ac1db52fbaa6f984815f479b8547

Rashida Khilawala

Najane kyun, hota hai yeh zindagi ke saath

Mod aate rehte hai, raaste badal jaate hai
Achanak hi, kaee baaton ke mayne badal jaate hai
Humne toh socha tha rahenge yun hi zindagi bhar
Zindagi, lekin, roz sikhaati nayi baatien hai

Najane kyun, hota hai yeh zindagi ke saath

~~Rashida Khilawala #lifelessons #randomthoughts
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile