Nojoto: Largest Storytelling Platform
mustafashad5568
  • 131Stories
  • 142Followers
  • 1.2KLove
    3.1KViews

hamari adhoori kahani

bhool Kai bhi kabhi pyaar mut karna

  • Popular
  • Latest
  • Repost
  • Video
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

bata my kya likhu 
tujh me myra wajood likhu 
mojood hai tu har saans me bataa tujhe hawa likhu

©hamari adhoori kahani
  #febkissday
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

kya milega dil dhuka ke 
rehte toh ap bhi wahi ho

©hamari adhoori kahani #happypromiseday
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

kabhi intazaar karke dekho 
keemat waqt ki aur keemati  apne lagenge

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

dil dhukane ka alag riwaj hai aj kal 
kisi ko dil de kar rula lete hai log

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

gehraye samundar  ki hoti hai  nadiyo ki nahi 
pyaar ko nibhaya jata hai azamaaya nahi

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

reh na payenge 
hum mar hi jayenge 
ap ki kasam 
ek pal aur doori seh na paye ge

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

mayne  toh sawal  pucha hi nahi tha ..
uske keh diya qabool
hai qabool hai qabool hai.

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

Gujare nahi raat ek zakhm ke bahane .
jhoot ne nahi sach ne mara tha hame

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

Ek nazar kafi thi hume muskurane.hum chupte rahe zamane se .apni mohobbat ko chupane

©hamari adhoori kahani
9b49ed94c0c2907674c7977b466a5c78

hamari adhoori kahani

shikayat bhi kya karu unse 
shikayat se jiyada toh pyaar hai 
ab apne pyaar se koie shikayat rehti hai bhala

©hamari adhoori kahani
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile