Nojoto: Largest Storytelling Platform
piyushsarve5790
  • 56Stories
  • 4Followers
  • 665Love
    1.0KViews

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

8_teen... ... .. shayari maker... ...

  • Popular
  • Latest
  • Video
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

tera aana meri is zindagi me khwab sa hai ,
to mai chahu ye khwab na toote kabhi,

zindagi me mera pyar ram aur sita sa ho
dur hoke bhi ye rishta naa tute kabhi ,

sat janmo ka wada kar ke ye sath bhi n choote kabhi ,
aur dua hai rab se agr ye khwab hai ,
to ye khwab bhi naa toote kabhi ...

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #ramsita
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

Uski ki khai har baat ka ye asar hai ,
Shayd Uske  pass hazaro options hone Ka hi ghamand hai ,

Pucha tha maine use ky sab se ladne ke baad bhi ky aata  usko mujpe thoda bhi taras hai ,

Kaise maan lu ki kabhi unko hamse pyaar bhi tha ,

Jinhe hame chod gairoo ki bhaoo me sona pasand hai ...

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #phool
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

White ro ro ke ankhee naa thaki meri,
uski yaaden basi hai haatho ki har lakiro me meri,

zindagi ke har badalte panne par ansuuo se likhi hai adhuri si kahani meri , 

maaf karna jo mai naa samaj paya ki mujse dur rehne mai hi hai khushi teri ,

aab tu sath nhi hai phir bhi khush hokar ji bhi lunga mai un yaadon mai teri .....

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #sad_shayari
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

Milenge phir kisi janam me,
Sath bhi chalenge har ik karam me,
Phir se zinda hongi ye hamari mohabbat, 
Jo bhula dengi sari gile shikve aur nafrat,
Aab chalte hai ham dil kare to tum aa jana,
 naa kare to jis kadar gaye ho bina palte hi chale jana,
Ki milenge phir kisi janam me ,
Ki sath dene ke liye chale aana,
aur kas ke mujhe gale lagakar is chandni raato me meri pyaari si baho me sama jana ....

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #Sea
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

ky batau dil ka ye hal mera,
aab mangta  hu mai bas sath tera,
ki duniya bhi gava banengi mere pyaar ki,
jab  thamunga mai zindagi bhar ke liye ye hath tera..
🫂🫀🧿

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #love❤
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

Lafzo se nhi kaha jata tu mujhe ankhoo se hi samaj,
 khwaish hai mere is dil ki tujse ek magar,
Ki  sukoon milta hai mujhe ,
 jab dekhu mai tujhe pyaar se bas ek nazar bas ek nazar.....💜👀🧿🫂♥️

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #sukoonmiltahaimujhejabmaipyaarsedekhutujhebaseknazarbaseknazar
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

Lafzo se nhi kah jata tu mujhe ankhoo se hi samaj,
 khwaish hai mere is dil ki tujhse ek magar,
Ki sukoon milta hai mujhe jab mai dekhu tujhe bas ek nazar bas ek nazar.....👀😍
👀🧿💜

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #baseknazarbaseknazar 
#tujhpefidaahumaibaseknazar 
#sookunmiltahaitujhedekhkar
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

White  sach me tum jaisa koi n mil payenga,,♥️🥹
Because....
Tum se......❤️🫂💜🧿

©पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_) #Couple  #uralwaysright
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

ankhee teri sharabi lagti hai , 
ki palke teri gulabi lagti hai...

tere mukhde ko is kadar chand samajna 
jaise mano mere dil ki koi sajish lagti hai ,

tu mile to har mannat bhi aab kafi lagti hai ,

 aur mai kisi Virasat ka raja to nhi ,
par tu zaroor mere khawabo ki rani lagti hai ...

©पीयूष D. sarve(@ bunny) #hibiscussabdariffa
a51fdfd74ac36c6f768b092cbea04df5

पीयूष D. sarve(dil_ki_baatee_)

A  zindagi mujhe aab aur na rulaya kar,🥹
Q ki aab mai har jagha se har Chuka hu,😥
Uske pyaar ke is khel se mai aab har jagha se toot Chuka hu,💔
Itna zada pyaar karke bhi vo mujhe samaj hi nhi payi,
Aapni bewafai ko aapna gussa banake aapni har galti muj pe thop aai,🥺
Kya galti thi meri,😔
 Jo zindagi bhar sath Dene ka wada karke pata nhi mujhe is taraha akela  q chod aai...🙍💔

©पीयूष D. sarve(@ bunny) #alone  # broken 💔

#alone # broken 💔

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile