Nojoto: Largest Storytelling Platform
rajeshgond3860
  • 19Stories
  • 19Followers
  • 172Love
    736Views

Rajesh Gond

i am a creative

www.shayaricreating.com

  • Popular
  • Latest
  • Video
f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

Bhoot ka bhay gao me-
sahas

h ki kahan

arawali pahado ke bich ek sundar gao bassa hua hai waha apne mehanat se ann upaz karke apna jeevan nirwah karte hai.pashu palan krishi upaz unke jivan ka bhinn bhag h oh manoranjan ke liye tass khelte hai murgi ka udyoge karte h mahilaye tokari banana jura bana aadi chote aadi ladhu udhyog karti h gao ke bahar ek kacha kuwa hai raat ke andhere me waha koi nhi jata kyu ki us kuwe ke baare me kayi kahaniya sun chuki hai kuch log kahte hai raat me kuwe ke pass bhoot aate hai pani pine kuch log kahate hai ek rah gir kuwe me gir kar mar gaya uski aatma wahi bhatakati h jo bhi jata hai use mar dalti hai na jaane kitni kathaye use kuwe ko lekar banayi gayi thi koi bhi byakti sam ke baad use rashte se nhi jata hai aur nahi us kuwe ke pass ek din ki baat hai apass me use kuwe ko lekar baat kar rahe the usme ek lohar bhi samil tha ushne sabhi ke baato ko kaat te hue kaha boot nhi hota aur mai bhoot ko nhi maanta hu aur use daatne lage bhoot hone ka yakin dilane lage kintu lohar dat kar samna kiya aur kahane laga bhoot nhi hota mai use kuwe ke pass jakar sabit karuga lohar raat ko use kuwe ke pass jaane ko taiyaar hua ushane apne hath ek kulhadi bhi le lie oh kuwe ki or chala raat bit gayi lekin lohar kabhi nhi aaya savere uska mrit sarir kuwe me mila iske baad bhoot ka kahar pure gao me lahar ki tarah doud pada gao ke bache same hote hi doud ke apne mata pita ke pass chale aate the ek samaye ki baat hai ek fouji chooti par aaya hua tha oh apne bete ko kahane laga gao ke bahar unka mitre rahta hai uske yaha jao ek tokari lekar aao subh hame kheti ke liye jana hai ush fouji ka beta mrit dar se waha jane se mana kar diya fouji uske dar ka karan jana to samajh me aaya gao me bhooto ka dar hai jiske karan gao andhere me bahar nhi nikalta hai is dar ko apne bete ke jahan se dur karne ko than liya kyu ki oh fouji ka beta tha fouji ke andar dar name ki koi chiz nhi hoti fauji ne ek tourch liya aur apne bete ke tha tahalne nikal gaya beta darte hue apne pita ka hath pakad kar piche pichhe chal raha tha fouji apne bete ko lekar ushi kuwe ke pass pahuche gaya jaha ki kahaniya log sunaya karte the fouji charo taraf tourch baar kar dekha waha koi nhi tha mrit ko bola dekho yaha koi nhi hai log you hi darte hai aur bacho ko bhi darate h kintu kuchi chadh kuwe se kisi ke utarane chadhane ki aawaz sunai die is par fouji ne kuwe me tourch baar kar mrit ko dikhaya isme kuch nhi hai isme dher saari pakshiya hai ab dhire dhire mrit ka bhaye tutane laga pita ka hath chod diya mrit nidar hokar waha ghumane laga ush din ke baad amrit nidar ho gya oh raat ko bhi kuwe ke pass chala jaya karta tha uske gao se ush bhoot ke bhaye ka bhi ant hua

meri kahani achi lagti to please like friends

©Rajesh Gond
  #dhundh
f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

#Sadmusic
f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

f91b16d90fd412bc69d866387de79e9e

Rajesh Gond

loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile