Find the Latest Status about aaj ka grahan 590 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aaj ka grahan 590.
Rita Jha
पूनम के शशि पर लगा ग्रहण, भक्ति और आस्था में डूबा जीवन। भय नहीं शीत के शीतल जल का किसीको कोटि-कोटि श्रद्धालु गंगा सागर में स्नान हेतु मग्न ।। चंद्रग्रहण है चाहे एक खगोलीय घटना, सनातनी तो देव दिपावली पर माने डुबकी लगाने से पाएगा मोक्ष जीवन। ✍️रीत ©Rita Jha grahan
Jam Mishra
#SolarEclipse2019 Dharti aur suraj ke beech chand ka aana grahan hota h To tere mere beech me aayi khamoshiya kisi grahan se kam h kya Ye grahan to kuchh lamhat me chala jayega Jo hamare beech me duriyon ki sab hai uska bhi koi aant h kya Duriyon ka aant h Kya #grahan #@@jad_vichar
bunny sharma
Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. khud ki Khushi, khud ka dukh, khud ki takleef, Or apne dard par , khud hi marham lgana chahta hu . Koi utha na skhe mere pe, Garib kah kar ungali, Itna kamana chahta hu. Sabko Lage kala dhan Sabko Lage kala dhan Itna kamana chahta hu. Ha main. Sab Kama ke sab lutana chahta hun, Khud se ladke khud Ko hi jitana chahta hun. ©bunny sharma aaj ka aaj kal ka aaj
tanya sharma 18113
grahan shayad kabhi pada hoga teri kismat per. ab rota kyu hai, ujala charo aur hoga. #grahan
slnt_mukesh
Lo ek tum hi to bache the... Aj tum pr bhi.... GRAHAN lag jyega, - mukesh yadav #GRAHAN
dev
grahan surya ka ho ya chandrama ka hume fark ni padta fark padta bus tab hai jub grahan jindgi me lgta hai, surya grahan
S. M
Kaha pta tha kisi ki zindagi me grahan si lg jaungi , wo hatana bhi chahega to bhi Na hat paungi. Uski badduwan se kaha khush rah paungi,phle se hu presan itna ab kaha khushi se jee paungi... #backseat #grahan