Find the Latest Status about naye saal ki shayari hindi mai from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, naye saal ki shayari hindi mai.
Ruchi Priya
White नए सफर में खामोशी को चुना मैंने, क्योंकि बिना गलती के बहुत कुछ सुना मैंने... ©Ruchi Sharma #Naye safar
#Naye safar
read moreRuuposh Aadil
Red sands and spectacular sandstone rock formations Mohabbat bhari muskurahat.on ko yaad karta hun Teri Adaa.on,Zulf.on,Baat.on ko yaad karta hun Mai kahaan hun,Tu kahaan hai,Ye kuch zaruuri nahi Hijr mai vasl ki meri chaahat.on ko yaad karta hun Tujh se alag huve par tujh se ajnabi na ho sakhe Khalvat mai reh ke teri rafaaqat.on ko yaad karta hun Manzuur hota rishta hamara baargaah-e-Ilaahi mai Qubuul hone vaali darkhvaast.on ko yaad karta hun Aakhiri sher mai gazal ke"Aadil" tumhe alvida kehta hai Aakhiri band mai samet kar ishq turbat.on ko yaad karta hun ©Ruuposh Aadil Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun sad shayari
Hijr mai vasl ki chaahaton ko yaad karta hun sad shayari
read moreUrja
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby #Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
read moreUrja
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu waqt ke saath rangat kho jati hai.. Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai.. Ek savera tha jab hanskar uthtey thae hum.. Aur aaj kyi baar bina muskuraye hi shaam ho jati hai.. Kitne dur nikal aaye rishton ko nibhatey nibhatey.. Khud ko kho diya humney apno ko patey patey.. Log kehtey hain hum muskuratey bohot hain.. Aur hum thak gye dard chhupatey chhupatey. (unknown) ********* ©Gabby #Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
read moreshayari duniya
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset किसान हूँ, मेहनत की रोटी कमाता हूँ, धरती से सोना हर रोज उगाता हूँ। सूरज की तपिश को गले लगाता हूँ, बारिश में भीगकर फसलें सजाता हूँ। मेरे पसीने से ही हर घर रौशन है, मैं हूँ किसान, देश का सच्चा धन है। ©all in one kisan ki mahnat #village #farmer shayari in hindi
Mr Maksudul 07
"Naye saal ki khushi bhi usi pal tak hoti hai, jab tak tanhaai yaad nahi aati." ©Mr Maksudul 07 "Naye saal ki khushi bhi usi pal tak hoti hai, jab tak tanhaai yaad nahi aati." #Trending #viral #newpoetry #Popular #awesome #LostInNat
"Naye saal ki khushi bhi usi pal tak hoti hai, jab tak tanhaai yaad nahi aati." #Trending #viral #newpoetry #Popular #awesome LostInNat
read moreMr Maksudul 07
green-leaves "Har saal naye resolutions bante hain, par zindagi wahi kahin atki hoti hai." ©Mr Maksudul 07 "Har saal naye resolutions bante hain, par zindagi wahi kahin atki hoti hai." #GreenLeaves happy new year wishes new year wishes
"Har saal naye resolutions bante hain, par zindagi wahi kahin atki hoti hai." #GreenLeaves happy wnew year wishes wnew year wishes
read moreMd Saklen
Unsplash happy new year ©Md Saklen #camping apne naye saal ki shuruaat khushiyon se kare
#camping apne naye saal ki shuruaat khushiyon se kare
read moreKumar Vimal
New Year 2025 har naye saal me yeh maloom hota hai ki kuch badal raha hai kuch pal guzar jane k baad, dikhta hai kya badal raha hai, kya badal gaya hai ©Kumar Vimal #Newyear2025 #naye #Saal #Maloom #badal #pal #Guzar #dikhta #kumarvimal
#Newyear2025 #Naye #Saal #Maloom #badal #pal #Guzar #dikhta #kumarvimal
read moreM.K Meet
New Year 2025 जिसको जतन से सम्हाला था, और दिल में छुपा कर पाला था जो दिल के बेहद- बेहद करीब था, और हमको भी अजीज़ था तुम्हारे आते ही वह बिछड़ गया ढुंढता है दिल उसे पर जाने वह किधर गया !! happy new year 2024 मै 2025 बोल रहा हूं! ©M.K Meet #Newyear2025 naye saal ki hardik shubhkamnaye.2024 ki taraf se 2025 ko..tum kamyabi k sath aage badho...duwa h dil se❤️❤️
#Newyear2025 naye saal ki hardik shubhkamnaye.2024 ki taraf se 2025 ko..tum kamyabi k sath aage badho...duwa h dil se❤️❤️
read more