Find the Best kumarvimal Shayari, Status, Quotes from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos aboutphoto of akshay kumar with his family, akshay kumar with his daughter, kumari 21f love cheyyaala oddhaa, kumar vishwas shayari in hindi font, kumar vishwas desh bhakti shayari in hindi,
Kumar Vimal
White pairon me bediyaan nahi hai phir bhi bandhe huve hai halaat. . kashmakash... majburi... inse pisse huve hai badalna chahte hai par kya badle uljhano me yuh dhase ja rahe hai ©Kumar Vimal #pairon #bediyaan #Bandhe #halaat #kashmakash #majburi #Badalna #Uljhano #Dhase #kumarvimal
Kumar Vimal
bewajah hi sahi dil kisi par aetbaar kar leta hai bewajah hi sahi dil kisi par aetbaar kar leta hai aur jab wajah mil jaye... toh shaq ka bazaar khol leta hai ©Kumar Vimal #bewajah #Sahi #Dil #aetbaar #Wajah #Mil #shaq #bazaar #Khol #kumarvimal
Kumar Vimal
White khwaishon ki chahat me itna doob jate hai apne manzar se bhatak jate hai kai thokare kha kar bhi hosh me nahi aate hai jab sahi rah aate hai toh samay se piche ho jate hai ©Kumar Vimal #Khwaishon #Chahat #Apne #manzar #Bhatak #thokar #Hosh #Rah #samay #kumarvimal
#Khwaishon #Chahat #Apne #manzar #Bhatak #thokar #Hosh #Rah #samay #kumarvimal
read moreKumar Vimal
White talash... yeh woh mukaam hai jo zindagi se hattha nahi pahle talashte rahte hai khwaishon ko phir talashte hain apni zarooraton ko ©Kumar Vimal #Talash #Woh #mukaam #Zindagi #Pahle #talasthe #Khwaishon #zarooraton #kumarvimal
Kumar Vimal
Unsplash mulaqaton ki khwaishein nahi ho pati hai har din nayi kahani kaha ban pati hai ©Kumar Vimal #Mulaqaton #khwaishein #Nahi #Har #Din #Nayi #kahani #Kaha #ban #kumarvimal
#Mulaqaton #khwaishein #Nahi #Har #Din #Nayi #kahani #Kaha #Ban #kumarvimal
read moreKumar Vimal
din dhalne se pahle hi surat dhal jati hai mukaam par pahunchne se pahle himmat chur ho jati hai sambhalne ki koshish me sab bikhar raha jane kis asare ki tadap dil kar raha ©Kumar Vimal #Din #Dhalne #Surat #mukaam #himmat #Chur #Sambhalne #bikhar #asare #kumarvimal
#Din #Dhalne #Surat #mukaam #himmat #Chur #Sambhalne #bikhar #asare #kumarvimal
read moreKumar Vimal
udaan sapno ki aisi bharo ki zindagai ussi se mukkammal ho junoon bhi wahi asara bhi wahi is zindagi ki pehchan bhi wahi ho ©Kumar Vimal #udaan #Sapno #Zindagi #bharo #Mukkammal #junoon #Asara #pechan #kumarvimal
#udaan #Sapno #Zindagi #Bharo #Mukkammal #junoon #Asara #pechan #kumarvimal
read moreKumar Vimal
zindagi agar ek kahani si hoti toh kuch ras hum bhi bhar dete padhne wale bhi yeh sochte kash aisi zindagi hum bhi jete ©Kumar Vimal #Zindagi #Ek #kahani #Kuch #Ras #Bhar #Padhne #Sochte #jete #kumarvimal