Find the Latest Status about shayri on inamger for happiness 0 from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, shayri on inamger for happiness 0.
Anil gupta
"Happiness is in the Small Things" "Khushi ka matlab hamesha bade pal ya badi achievements nahi hote. Wo chhoti-chhoti baatein hi hain jo dil ko sukoon deti hain. Ek muskaan jo kisi anjaan se milti hai, Subah ki chai ke saath suraj ki pehli kiran, Ya phir purani yaadon ke beech ek purani diary mil jana. Khushi wahi hai, jab hum apni galti maante hain aur dil halka kar lete hain. Wo ek dost ka kandha hai jab aap dukhi hote ho, Aur wo rishton ka ahsaas hai jo bina shabdon ke bhi samajh aata hai. Happiness andar hai, humare nazariye mein hai. To chhoti-chhoti cheezon ko appreciate kariye, Zindagi ki har ek saans mein khushi dhundhiye, Kyunki happiness ek journey hai, koi destination nahi. To aaj, bas ek pal ke liye rukiye aur khud se poochhiye, 'Aaj mujhe kis cheez ne khush kiya?' Kyuki jab hum gratitude feel karte hain, Tabhi hum asli happiness jeete hain. To khush rahiye, muskaraate rahiye!" ©Anil gupta(Storyteller) #Happiness
Sri Harsha Reddy
Unsplash Be the reason for other's happiness 😊 © Sri Harsha Reddy #Happiness
Akash
White आज फिर आईना मुझसे झूठ बोल गया!… जख्म दिल में गहरा था लेकिन चेहरा हंसता दिखा गया..‼😣 ©Akash #love_shayari #quoets #shayri shayari on love shayari attitude shayari on life
#love_shayari #quoets #shayri shayari on love shayari attitude shayari on life
read moregopi kiran
Happiness is nothing more than good health and a bad memory keep smiling ©gopi kiran #Happiness
NR (Dilki baatein shabdonme...)
White Zindegi har morpe imtihaan leti hai, Hum girte parte rehte hai... Thokkarein khate khate, Khusiyato aati hai mushkilonse zindegime... Par dukhonka caravan to bas chalta rehta hai. Zindegi aisi ek pathshala hai, Jahan har morpe ek nayi sikh milti rehti hai. Inhi imtihaanose insaan kabhi thakke... Khudki zindegiko khatam kar dena chahta hai, Dukh aur sukhka silsila to bas yunhi chalta rehta hai. Sach aur jhutke dal dalme insaan yunhi... Ulajhke reh jata hai. Haste huye chehre jhutke saye me... Murjhake dam tor diya karte hai. ©NR (Dilki baatein shabdonme...) #Sad_Status sad shayri status for sad
#Sad_Status wsad shayri wstatus for sad
read more