Find the Latest Status about ms dhoni hindi shayari from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, ms dhoni hindi shayari.
Urja
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby #Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
read moreUrja
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu waqt ke saath rangat kho jati hai.. Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai.. Ek savera tha jab hanskar uthtey thae hum.. Aur aaj kyi baar bina muskuraye hi shaam ho jati hai.. Kitne dur nikal aaye rishton ko nibhatey nibhatey.. Khud ko kho diya humney apno ko patey patey.. Log kehtey hain hum muskuratey bohot hain.. Aur hum thak gye dard chhupatey chhupatey. (unknown) ********* ©Gabby #Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
read moreDhanush P
The process is more important than the results. And if you take care of the process, you will get the results. ©Dhanush P #dhoni
ceueveje
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset love 🧡 you 🤍 msd 💚 mahi❤️ ©Sudhanshu Kumar #SunSet #Dhoni
Monika Suman
जब मुझे चाहिए कुछ भी नहीं तो हो सकता है , मेरा यहाँ युँ बार बार आना तुम्हे फिजुल लगता हो , पर सच कहुँ तो मेरे शुकून का , मेरी ज़िन्दगी में , मेरी चाहतो से है वास्ता कोई नहीं ... घड़ी की सूई जो चलती ही रहती है यूँही टक टक टक करके , मेरी हसरतो के लिए , मेरी ज़िम्मेदारियो को थोड़ा थामे रहकर , इस वक्त में वापिस लौट आने का हैँ रास्ता भी कोई नहीं ... ©Monika Suman #ms #monikabijendra