Nojoto: Largest Storytelling Platform

New jag se hara nahi main khud se hara hua hoon Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about jag se hara nahi main khud se hara hua hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, jag se hara nahi main khud se hara hua hoon.

Stories related to jag se hara nahi main khud se hara hua hoon

Arun

Hara Hara Shambhu

read more

unique writer

Khud ki Marjee Se jeeo

read more

Rajesh Kumar

#Sad_Status Dil Se Juda Hua shayari

read more
White "दिलवाला हूँ, तो दिल की बात कहता हूँ,
मोहब्बत में जख्म खाकर भी मुस्कुराता हूँ,
जो साथ निभाए, उसे जान से चाहूँ,
जो छोड़ जाए, उसे दुआएँ दे जाता हूँ।"

©Rajesh Kumar #Sad_Status  Dil Se Juda Hua shayari

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

Ruineddevil

#sad_qoute Khud ka hasta hua chehra, Kabhi napasand nahi karna! #ruineddevil

read more
White 
Khud ka hasta hua chehra,
Kabhi napasand nahi karna!

©Ruineddevil #sad_qoute 

Khud ka hasta hua chehra,
Kabhi napasand nahi karna! #ruineddevil

Naveen Dutt

"Naraz hoon khud se in dino, shayad khud ko samajhne ka waqt aa gaya hai... ✨💔" #SelfReflection #Mood #innerpeace #Emotions #selflove Life

read more
Unsplash नाराज़ है खुद से इन दिनों,
आईने में चेहरा अजनबी सा लगता है।
ख्वाबों ने जो बात कही थी मुझसे,
हकीकत में वो हर पल अधूरी सी लगती है।
चलते रहे पर रास्ते ठहर गए,
खुद से जो वादे थे, कहीं बिखर गए।
अब हर सुकून में बेक़रारी छुपी है,
हर जीत में हार की कमी सी दिखी है।
खुद को समझाना मुश्किल हो चला,
हर जख्म अपना गहरा हो चला।
पर शायद यही जिदगी का फसाना है,
हर दर्द में कहीं उम्मीद छुपा खजाना है।
नाराज़ हूँ, पर टूटूँगा नहीं,
अपनी परछाई से रूठूँगा नहीं।
फिर से उजालों का सफर शुरू होगा,
जहां ख्वाब मेरा, मैं वहां जरूर होगा।

©Naveen Dutt "Naraz hoon khud se in dino, shayad khud ko samajhne ka waqt aa gaya hai... ✨💔"

#SelfReflection #Mood #InnerPeace #Emotions #SelfLove #Life

Muhammad asif Muhammad Asif

Zindagi ko bs yoo hi ghuzaar raha hoon main

read more

Muhammad asif Muhammad Asif

Main Teri yaad me har pal sogwaar rehta hoon

read more

khatarnaq shayar next levil

Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status

read more
Main mariz hoon tere ishq ka..agar tu roonth jaye to.kya ho mere dil ka..teri khushi  sehi.muhjme khushi hai..tuna hoti to kya hota mere lid ka,,,

©khatarnaq shayar next levil Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status

Muhammad asif Muhammad Asif

Dost na sahi tera raqeeb Hoon main

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile