Find the Latest Status about aahatein kaisi from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aahatein kaisi.
Rohan Kagra
Meri khamoshiyon ki aahatein sun sako to sun lo... Bohot shor macha rhi hai ye... ...k@g®@... #aahatein
Esha Gautam
Ishq ki un galiyon me teri raah me takti hu, Tu door door tk dikhta nahi fir kyu teri aahatein me sunti hu teri aahatein....💕
Surbhi Sneha
Aahat... jane na kahan chala gya wo pall... jane na kahan thahar gye wo lamhein... jane na kahan... kho gya wo hamara kall.... jane na kahan gumm ho gye... wo lafjo ki gungunahatein hamari... bss bach gye.. wo aahatein kadamo ki tumhari.... gumshuda ho chuki thi wo ratein... bhula chuke thay wo sari batein... jane na kyu... aaj bhi yaad h wo sari mulakatein... #aahatein... ❤❤
Monika
Rishabh Shukla
" Jab bhi sochta hu ki kahani likhoon kyun mera haath ruk jaata hai,jab bhi sochta hoon ki kuch gungunao kyun zubaan ladkhada jaati hain, kehna to bahut kuch chahta hai ye dil par kyun ek aahat se hi tham sa jaata hai.Hum rozana baate sunte hai kisse kahaniyo ke par darasal kahani to hum likh hi rhe hai is safar ki " #yqbaba #yqquotes #rozana #kahani_meri_kalam_se #kissey #tham #aahatein
Shivi Rajput
||Aahatein|| Raato ki aahatein Hoti hai uski Takyo me samete hai Yaade uski Aakho ne sajaye the kuch Sapne uski Jo khulte hi kahi Kho si gyi.. Ye dil bhi mano kahi to Bhatak si gyi Ye dil bhi mano kahi to Bhatak si gyi.... #aahatein #yaadeinuski #yqhindi #yqbaba #yqshayari #yqstory #yqdidi #aaradhyasthoughts