Find the Latest Status about jaan tere naam karta hoon from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, jaan tere naam karta hoon.
shainaaz siddique
wade wafa ke naa kar jana tu nibhana sakega aur mai ta umar intezaar me rahoonga fs,,,, ©shainaaz siddique mai intezaar karta rahoonga,, fs
mai intezaar karta rahoonga,, fs
read moreSeraj Ahmad
White Us badnaam gali me aaj bhi meraa naam gumnaam hai har ek ghar ki khidki se ek naam sunai detaa hai wohi to naam meraa badnaam hai ©Seraj Ahmad wo naam SRZ hai
wo naam SRZ hai
read moreArti Acharya
तारे फिर वही शाम और तेरा वो मुस्कुराना तेरे आगोश में मेरा सिमट जाना जाने क्यूं यूं खामोश रात का लौट आना हां फिर याद आया वो लम्हा पुराना। Arti acharya मैं शून्य हूं और मौन भी ©Arti Acharya #Tere
Naveen Dutt
White Mann ke kone mein chhupi baatein, Dil ke darwaze par dastak deti hain. Raat ke sannaton mein guftagu karti hain, Par sunne wala koi nahi hota. Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar, Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi. Dil chahte hai chillake kahoon, Par shabdon ko bandhan se azadi nahi. Kaash koi ho jo samajh sake, Mere khamoshi ke gehray matlab. Jo bina kahe jaan le, Mere dil ke chhupaye jazbaat. Kitne khayalon ka bojh uthaya hai, Kitni baar apne aap ko samjhaya hai. Par kabhi kabhi dil keh deta hai, "Kaash ek baar toot kar ro loon." Zindagi ke safar mein, Kya har insaan akela hota hai? Ya shayad hum khud hi, Apni duniya se dur ho jaate hain. Toh agar tu sun raha hai, aye khuda, Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe. Mere alfaaz ko nahi, Mere khamoshi ko samjhe. ©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
read moreUttam Pawar
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset yah jindagi tere Naam kar Di hai meri Jaan tujh per kurban kar diya hai sach kahta hun main Janam tune meri neend haram kar Di hai ©Uttam Pawar #yah jindagi tere Naam kar Di hai
#yah jindagi tere Naam kar Di hai
read moreKamlesh Kandpal
महफूज नहीं अब,परिदों का आसमान भी उड़ान भरना सीख गया, अब इंसान भी तरक्की करना कोई बुराई भी नहीं कमलेश काश समझ पाता कीमती औरों की जान भी ©Kamlesh Kandpal #Jaan
Diva Style
किस्मत की लकीरें भी आज इठलाई हैं, तेरे नाम की मेहँदी जो हाथों पर रचाई हैं ! ©Diva Style #Love #Mehandi #naam
khatarnaq shayar next levil
Main mariz hoon tere ishq ka..agar tu roonth jaye to.kya ho mere dil ka..teri khushi sehi.muhjme khushi hai..tuna hoti to kya hota mere lid ka,,, ©khatarnaq shayar next levil Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status
Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status
read more