Find the Latest Status about 95fm diary from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, 95fm diary.
Adhura Shayar
Tumhe paa lete to kissa khatam ho jata ! khoya hai to zarur kahani lambi chleagi !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer #jaunelia
Adhura Shayar
Nahi basti kisi or ki surat ab in aakhion main ! kaash humne tumhe itne gaur se na dekha hota !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Usko pata hi nahi intzaar ka dukh ! Main uske pass kabhi der se gaya hi nahi !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Irada to hamara bhi yaha tak aane ka tha ! magar beech safar main uski pasand badal gayi !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Hum roo kar soye uske intzaar main ! Agli subah usne mera haal bhi na pucha !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Mere hijar ki wajah tum nahi ho ! Mere hijar ki wajah hai “ki tum nahi ho “ …..!! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Farak tha hum dono ki mohabbat main !! mujhe tum se hi thi tumhe mujh se bhi thi !!!! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer
Adhura Shayar
Shikayaat bhot si karni thi unse ! usne gale laga ke sara hisaab bigaad diya !! ©Adhura Shayar #diary #shyari #writer