Nojoto: Largest Storytelling Platform

New tum hamesha khush raho hindi shayari Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about tum hamesha khush raho hindi shayari from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, tum hamesha khush raho hindi shayari.

Stories related to tum hamesha khush raho hindi shayari

Chandni Khatoon

Tum mile ham mile💞✍️ #writer #Chandni #Hindi #Shayari Love #poem #Yaarana hindi shayari shayari on life attitude shayari zindagi s

read more
White  तुम मिले हम मिले याराना हो गया
इश्क़ हुई मोहब्बत हुई
फिर वो हमसे बेगाना हो गया
यूँ तो कहने के लिये बहुत कुछ है
हमारे दरमियाँ मगर
हमें उस शख़्स से मिले ज़माना हो गया

©Chandni Khatoon Tum mile ham mile💞✍️
#writer #Chandni #Nojoto #Hindi #Shayari #Love #poem #Yaarana  hindi shayari shayari on life attitude shayari zindagi s

Urja

#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari

read more
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad..
Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad..
Timtimatey hain taarey
 uske siyaah honey ke baad..
Phir chanda bhi sharmata
 badli odhney ke baad..
Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad..
Khil uthtey hain jazbaat 
nayi umang chhaney ke baad..

Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah..
Beetey kal se kuchh 
zyada paa janey ka utsaah..
Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain..
Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain..
Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan..
Isi sey kamiyaab ho jata insaan..

Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi..
Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi..
Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar..
Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar.

©Gabby #Sunrise  shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude  shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari

Urja

#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi

read more
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu
waqt ke saath rangat kho jati hai..
Hansti khelti zindagi bhi 
aam ho jati hai..
Ek savera tha jab hanskar
uthtey thae hum..
Aur aaj kyi baar bina 
muskuraye hi shaam ho jati hai..
Kitne dur nikal aaye
rishton ko nibhatey nibhatey..
Khud ko kho diya humney
apno ko patey patey..
Log kehtey hain hum 
muskuratey bohot hain..
Aur hum thak gye
 dard chhupatey chhupatey.

(unknown)
*********

©Gabby #Nofear  shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari  shayari in hindi

Rizwan

#SunSet khush raho

read more
a-person-standing-on-a-beach-at-sunset konsi colour chaddi pahne ho bataona aaj chadi nahi pahne hona sab pata chal raha hai🫡🫡🫡

©Rizwan #SunSet khush raho

Deepak Kumar 'Deep'

#Hamesha

read more
green-leaves हमेशा  के  लिए  दुनिया  में  
कुछ भी  रहता  नहीं   है,
इसलिए  तुम्हारी  यादों  को 
कविता  में  पिरो  कर,  
अपने  पास  रखता हूँ 
हमेशा  के  किए...!

©Deepak Kumar 'Deep' #Hamesha

Kumar Vimal

Unsplash woh kahte hai ki yaad me toh ho tum hamesha... ki yaad me toh ho tum hamesha... par unke zabaan par hamara naam nahi aa raha hai...

©Kumar Vimal #leafbook #Yaad #tum #Hamesha #Zabaan #naam #Nahi #kumarvimal #nojatohindi

!! ℝudraksh Om !!{बोलो दिल खोलकर}

tum khush...💯💯 #rudr Life #SAD #me

read more

teacher

saudan raho

read more

Komal Singh

Matangi Upadhyay( चिंका )

tum mere ho bat khatam ❤️ #Hindi Life #Love #Hindi Shayari

read more
इश्क़ घुला और जात ख़तम 
चांद खिला और रात ख़तम
नये दौर की प्रेम कथा 
जिस्म मिला ज़ज्बात ख़तम 
रिश्ता विशता तुम जानो 
तुम मेरे हो बात ख़तम...

©Matangi Upadhyay( चिंका ) tum mere ho bat khatam ❤️
#Nojoto  #Hindi #Life #Love #Hindi #Shayari
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile