Nojoto: Largest Storytelling Platform

New main hoon na cast Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about main hoon na cast from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, main hoon na cast.

Stories related to main hoon na cast

Sam

#Taras Raha hoon due hoke tujshe

read more

Ruineddevil

#love_shayari Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin, Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon! #ruineddevil

read more
White Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin,
Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon!

©Ruineddevil #love_shayari Tu nazre milaake mujhse mera na ho jaana kahin,
Main toh apne jism me bhi kiraaye pe rehta hoon! #ruineddevil

Naveen Dutt

"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."

read more
White Mann ke kone mein chhupi baatein,
Dil ke darwaze par dastak deti hain.
Raat ke sannaton mein guftagu karti hain,
Par sunne wala koi nahi hota.
Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar,
Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi.
Dil chahte hai chillake kahoon,
Par shabdon ko bandhan se azadi nahi.
Kaash koi ho jo samajh sake,
Mere khamoshi ke gehray matlab.
Jo bina kahe jaan le,
Mere dil ke chhupaye jazbaat.
Kitne khayalon ka bojh uthaya hai,
Kitni baar apne aap ko samjhaya hai.
Par kabhi kabhi dil keh deta hai,
"Kaash ek baar toot kar ro loon."
Zindagi ke safar mein,
Kya har insaan akela hota hai?
Ya shayad hum khud hi,
Apni duniya se dur ho jaate hain.
Toh agar tu sun raha hai, aye khuda,
Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe.
Mere alfaaz ko nahi,
Mere khamoshi ko samjhe.

©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz"

"Raat ke sannate se baatein karta hoon,
Dil ka dard chupke se likhta hoon."

SZUBAIR KHAN KHAN

Aankho Main

read more
221 212 2 221 2122
 महबूब आँखों  में  रहना  प्यार  प्यार  बनके 
 नूर  -ए- निगार  सांसो  के तार  तार बनके

दस्तूर  इस ज़माने  का ख़ूब - रू  मुहब्बत
 आओं  ख्यालों  की  जन्नत हूर हूर बनके

 मामूल  जिंदगी  से  हर   वक्त इल्तिजा  से
 बाग़-ए-अदन बनाओगे   दार   दार  बनके

 रस्म-ए-वफ़ा  निभाएगें जाने   जाना तुमसे
 दो लफ़्ज़  की  कहानी को मीर  मीर बनके

 गुलज़ार कर दिया है  ख़ुशबू  से आशियाँना
 फूलो  से   महक़ाओ  अपने  नूर  नूर बनके

 मंसूब  बन गए  हैं  जब   से   "ज़ुबैर "  मेरे
 यादो  में  रहते  में  अक्सर  गीर गीर बनके


लेखक - ज़ुबैर खान.......✍️

©SZUBAIR KHAN KHAN Aankho Main

Humaira Khan

#leafbook same cast is very important pyar me Q🤷

read more
Unsplash bohot dard h tumhari 🗣️ baato me
kuch bhi nhi mere haatho me🙌q
pyar karne valo ko dur kar deti h 💔
ye jath ❓Aakhir rkhkha kya h in jatho me🙇

©Humaira Khan #leafbook same cast is very important pyar me Q🤷

Muhammad asif Muhammad Asif

Zindagi ko bs yoo hi ghuzaar raha hoon main

read more

Ghulam Rasool kashmiri banday

Na koi Gujjar Jatt na rahi Na koi Raj na

read more

Muhammad asif Muhammad Asif

Main Teri yaad me har pal sogwaar rehta hoon

read more

khatarnaq shayar next levil

Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status

read more
Main mariz hoon tere ishq ka..agar tu roonth jaye to.kya ho mere dil ka..teri khushi  sehi.muhjme khushi hai..tuna hoti to kya hota mere lid ka,,,

©khatarnaq shayar next levil Main mariz hoon tere ishq ka. shayari status

Muhammad asif Muhammad Asif

Dost na sahi tera raqeeb Hoon main

read more
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile