Find the Latest Status about hindi shayari dard from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, hindi shayari dard.
Nazrul Islam Faateh
ویسے تو بہت تیز ہو ہر کام میں لیکن اوقات دکھانے میں بڑی دیر لگا دی_... ______________________ WAise to Bahut Tez ho Har Kaam me Lekin Auqaat Dikhane me Bahut Der laga di.!!!! ©Nazrul Islam Faateh #Dard #Pain #Love #Dil #Muhabbat #Nojoto #Shayari #Trending #Hindi #Poetry
Madhu Arora
White दर्द की कीमत क्या होती है तो मैं बोली मुझे क्या पता......🤔 मुझे तो लोग फ्री में दे जाते हैं.....!!!😛 मधु अरोरा ©Madhu Arora #Hindi #jindagi #thought #Dard
Urja
Uthta hai dhuaa aag lagne ke baad.. Jalta hai aasmaa shaam dhalne ke baad.. Timtimatey hain taarey uske siyaah honey ke baad.. Phir chanda bhi sharmata badli odhney ke baad.. Phooti jo pehli kiran bhor hone ke baad.. Khil uthtey hain jazbaat nayi umang chhaney ke baad.. Ki aaj phir kuchh naya karne ki hai chaah.. Beetey kal se kuchh zyada paa janey ka utsaah.. Chalo thodi khushiyaan aur baant dete hain.. Haatho haath unka byaaj bhi samet lete hain.. Yahi daulat sachchi amiri ka hai pramaan.. Isi sey kamiyaab ho jata insaan.. Fakr kartey hain par gumaan hargiz nahi.. Ke zinda bhi hain aur sharminda bhi nahi.. Ruhh mein neki ka itr aur suljha kirdaar.. Khuda bhi rehmatein barsata hai phir beshumaar. ©Gabby #Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
#Sunrise shayari in hindi hindi shayari shayari status shayari attitude shayari in hindi shayari on life attitude shayari hindi shayari
read moreUrja
Jeevan ki bhaagdaud mein kyu waqt ke saath rangat kho jati hai.. Hansti khelti zindagi bhi aam ho jati hai.. Ek savera tha jab hanskar uthtey thae hum.. Aur aaj kyi baar bina muskuraye hi shaam ho jati hai.. Kitne dur nikal aaye rishton ko nibhatey nibhatey.. Khud ko kho diya humney apno ko patey patey.. Log kehtey hain hum muskuratey bohot hain.. Aur hum thak gye dard chhupatey chhupatey. (unknown) ********* ©Gabby #Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
#Nofear shayari in hindi shayari status shayari love hindi shayari shayari in hindi
read moreAman Agarwal
White ना दवा ना दारू किसी से आराम मिला महफ़िल में जब किसी ने तेरे नाम लिया ©Aman Agarwal #sad_dp #sad shayari #shayari in hindi #shayari sad #Love #alone #Dard #Shayari
Aman Agarwal
Unsplash ढूंढने वाले तो ढूंढ लेते हैं जिसे फिक्र ही ना हों उसके लिए बहाने हज़ार ©Aman Agarwal #शायरी #alone #Dard #sad shayari #hindi shayari zindagi sad shayari
wah_miss.farooqui_10
Tere diye har dard ka hisaab likhun toh Puri kitaab likh dun jaana.., Par darte hai ke kahi tu badnam na ho jaye .., aur phir humne tumse pyaar Kiya hai aur ye pyaar hi toh hai jo hume har dard ko sehna sikha deta hai..,🫶✨ ©wah_miss.farooqui_10 #Dard sad shayari sad shayari in hindi
#Dard wsad shayari wsad shayari in hindi
read moreKalu Khan
क्यों मेरा दिल तेरा सवाल करता है क्यों तेरा साया मेरे साथ साथ चलता है क्यों तन्हाइयों में तेरा शोर सुनाई आता है तू मेरा है तो क्यों नहीं नजर आता है ©Kalu Khan #WoSadak #Shayari#DilKa #Dard