Nojoto: Largest Storytelling Platform

New beshkeemti Quotes, Status, Photo, Video

Find the Latest Status about beshkeemti from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, beshkeemti.

    LatestPopularVideo

officialsarpanchraikoti

beshkeemti tym

read more

tanya wadhwa

Uske sath hameshaaa thi , uski beshkeemti ............ cigarette

read more
Usne kaha sab ne mera sath chor diya bas tum kahi nhi gyi ....  main roya,  hasa , tapda tum tab bhi thi ....HAAN ander hi ander khokhla kr ri thi mujhe par fir bhi mere sath thi ..



wo cigarette ko dekhte hue muskuraya aur fir rone laga .. shayad ateet uske saamne aa gya tha ... Uske sath hameshaaa thi , uski beshkeemti ............ cigarette

@Geetu pandey

#Keemti #Nahi #Blki #Beshkeemti #h #Yeh Dil❤️🌻

read more

Poonam Ritu Sen

जो दिल के पास रहते हैं, वही दिल तोड़ जाते हैं, वफा के बदले में वो, बेवफ़ाई छोड़ जाते हैं! ❤ #yqdidi #yqbaba #HeartBreak #yourquote besh #YourQuoteAndMine #Beshkeemti

read more
तुझको पाकर मैंने खुद को खोया है
तुझमें खोकर मैंने खुद को पाया है जो दिल के पास रहते हैं, 
वही दिल तोड़ जाते हैं, 
वफा के बदले में वो,
 बेवफ़ाई छोड़ जाते हैं! ❤ 
#yqdidi #yqbaba #heartbreak #yourquote #besh

Arzooo

#DearZindagi #Nojotochallenge #DearZindagi Bohat Kuch Mila Hai Tujhse Or Bohat Kuch Kho Gaya Jo Kabhi Soch Bhi Nahi Sakte The Aisa Bhi Ho

read more
#DearZindagi #DearZindagi
Bohat Kuch Mila Hai Tujhse Or 
Bohat Kuch Kho Gaya
Jo Kabhi Soch Bhi Nahi Sakte The Aisa Bhi Ho Gaya.. 
Choti Si Ho Kar Tune Bohat Kuch Sikha Diya
Kon Apna Hai Kon Begana Ye Bhi Bata Diya
Tu Beshkeemti Hai Kyoki Tu Sirf Meri Hai
Auro Ke Liye Ho Ya Nahi Mere Liye To Zaruri Hai
Koi Shikwa Nahi Tujhse Na Koi Takraar Hai
Sun #DearZindagi Mujhe Tujhse Pyar Hai #DearZindagi #nojotochallenge 

#DearZindagi
Bohat Kuch Mila Hai Tujhse Or 
Bohat Kuch Kho Gaya
Jo Kabhi Soch Bhi Nahi Sakte The Aisa Bhi Ho

Arzooo

ये सलाम मेरा उनके नाम, जो वतन पर फना हो गये  ।।।
एक सलाम मेरा उनके नाम, जिनके सर तन से जुदा हो गये 
मकसद था जिनका अज़ादी,जिसने जान की बाज़ी लगा दी
तिरंगा लेहराता रहे शान से अपने लहु की नदिया बहा दी ।।।
ये सलाम मेरा उनके नाम, जो आज़ादी पे फ़िदा हो गये ।।।
ये जूनून जिसने किया शुरू ,सुखदेव, भगत सिंह ,राज गुरु 
ये सलाम मेरा उनके नाम ,
बेशक़ीमती तोहफा दे के जो,रुखसत जहाँ से हो गए 
ये सलाम मेरा उनके नाम, जो वतन पर फना हो गये  ।।। ye #salam mera unke #naam
 jo #watan par #fanaa ho gaye...
ek salam mera unke naam 
jinke #sar #tan se #juda ho gaye...
#maqsad tha jiska #a

Priyanshu Modi

Aur phir wo roya. Pichle hafte hi naye school jaana shuru kiya tha usne. Govt job thi uske Papa ki isliye aadat thi use naye logo ke saath #RDV19

read more
Aur phir wo roya.

Pichle hafte hi naye school jaana shuru kiya tha usne. Govt job thi uske Papa ki isliye aadat thi use naye logo ke saath ghulne Milne ki kyuki kabhi 2 saal mein ek Baar toh kabhi 3 saal mein par uske papa ka transfer hota hi rehta tha. Har dafa naye logo se milkar uske chehre par muskaan ki un beshkeemti lakeero se zyada kuch nahi hota tha par is baar kuch alag tha, Kyuki Patna mein toh nahi par Delhi mein sab use aisi nazro se dekhte the jaise wo kisi aur desh se aaya hai. Chehre ke rang ke upar bhi koi kisika mazaak uda sakta hai ye baat Anmol ko Delhi aakar samajh aayi. Pehle 3 dino mein hi wo apne upar itne mazak jhel chula tha ki ab usne un baato par dhyaan dena hi band kar diya tha. Par har baar kisi cheez par dhyaan na dene ka matlab keval ye nahi hota ki use ab farak nahi padta tha. Wo uske rang ki vajah se aane wali hasi ki awaazein, wo uske naye classmates ke anumaan ki wo kis desh se aaya hai, wo taane aur wo mazaak ki lines ka ek ek alfaaz uske aatmvishwaas ke andar ek aisi khokhli surang banaye ja raha tha jiska antt kaha hoga, iska andaza toh anmol ko bhi nahi tha. 

Apne labo ko chipka kar wo us bheed ke saamne se har dafa nikal toh jaata tha, par uski rooh har pal ye cheekhna chahti thi, ki uske rang se badhkar bhi kayi cheeze hain uske shareer mein. Uske chehre ka rang is baat ka paimana nahi ho sakta ki wo andar se kaisa hai. Wo mazak wo taane sunkar jo wo sharam ke maare majbooran hasne ka naatak kar leta hai na, uska matlab ye nahi hai ki uske dil ko thes nahi pohoch rahi. 

Sacchayi toh ye thi ki use un logo se kayi zyada nafrat khud se hone lagi thi, itni nafrat ki ab us surang ke aakhir mein use roshni dikhna band ho gayi thi. 

Jab aankho mein se aansu bahane ki himmat nahi thi, jab khud se nafrat karne ki laakho vajah thi, jab khwaabo ko paane ki chah mar chuki thi, jab suicide ka khayal uske dimaag mein aata jaata rehta tha

Jab sab dhundhla sa tha, use khud pe gussa aaya aur phir wo roya. Aur phir wo roya.

Pichle hafte hi naye school jaana shuru kiya tha usne. Govt job thi uske Papa ki isliye aadat thi use naye logo ke saath
loader
Home
Explore
Events
Notification
Profile