Find the Latest Status about chup chup from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, chup chup.
#Somi
White mujhe tera yu chup rehna ras ni aaya , kuch to bol ©#Somi #Thinking chupi #somi
Kumar Vimal
khamoshi se badhkar ghutan nahi hoti sab bayan karna chahe par phir bhi chup rahe isse badi bebasi nahi hoti ©Kumar Vimal #Khamoshi #Badhkar #Ghutan #Bayan #chup #bebasi #Nahi #kumarvimal
Naveen Dutt
White Mann ke kone mein chhupi baatein, Dil ke darwaze par dastak deti hain. Raat ke sannaton mein guftagu karti hain, Par sunne wala koi nahi hota. Aankhon mein chhupa hai dard ka samandar, Par aansuon ko behne ki ijaazat nahi. Dil chahte hai chillake kahoon, Par shabdon ko bandhan se azadi nahi. Kaash koi ho jo samajh sake, Mere khamoshi ke gehray matlab. Jo bina kahe jaan le, Mere dil ke chhupaye jazbaat. Kitne khayalon ka bojh uthaya hai, Kitni baar apne aap ko samjhaya hai. Par kabhi kabhi dil keh deta hai, "Kaash ek baar toot kar ro loon." Zindagi ke safar mein, Kya har insaan akela hota hai? Ya shayad hum khud hi, Apni duniya se dur ho jaate hain. Toh agar tu sun raha hai, aye khuda, Mujhe ek dost de, jo samjhe mujhe. Mere alfaaz ko nahi, Mere khamoshi ko samjhe. ©Naveen Dutt "Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
"Bikhre Alfaaz" "Raat ke sannate se baatein karta hoon, Dil ka dard chupke se likhta hoon."
read moreMr Maksudul 07
Dil ki baatein sabse chhupane lagte hain 🤫, ©Mr Maksudul 07 Dil ki baatein sabse chhupane lagte hain 🤫, Pyaar ko hum apne rakhne lagte hain 💖, Jab koi nahi samajhta humari musibat ko 😔, Tab hum apni t
Dil ki baatein sabse chhupane lagte hain 🤫, Pyaar ko hum apne rakhne lagte hain 💖, Jab koi nahi samajhta humari musibat ko 😔, Tab hum apni t
read moreReal Ajeet Singh Star
Unsplash वैसे तो जुबां से चुप रहती है पर आंखें बहुत कुछ कहती है मुझे देखे बिना वो एक पल भी नहीं रहती है ©Real Ajeet Singh Star Chup Rahati Hai #Shayari #viral #Love #viral #Nojoto