Find the Latest Status about aisa bhi ek vivah from top creators only on Nojoto App. Also find trending photos & videos about, aisa bhi ek vivah.
DiShA _AmAyRa
..... Movie recommendation for this weekend: Ek Vivah aisa bhi (2008)🌷 #yqbaba #film #movies #vivah #life #sarcasm #hindi #srk
Anjali k
Sochta hun mann ka sukun kahan hai, Viraan si jindagi ka bahar kahan hai, duaaon me hoti hai mohabbat ki arzoo, fir khayal aata paa lene ke liye dil kahan hai. ©Anjali k #ek Ishq aisa bhi
Abhay Pandey ( Pen Name- Aabhik)
Ankahi si, Ansuni si, Bhingi aankhen, Aadharo pr hansi si, Azad man, Rishto ki bandhisi bhi, Ek aisa Ishq bhi... Bezaar chand, Hizra-e- sham, Yaadein makhmali, Beasar zam, Saansen taqaloof, Dhadkane bejaan, Samay guzarate, ye Adhuri zindagi bhi, Ek aisa.... Gumnam fiza, Sthil nadiyaan, Bebas samaa, Khamosh jahan, Berang si ab zindagi, aur dikhawe ka rang bhi, Ek aisa .... Tootate Hauslaen, gaam-e- firaq, Sard nazme, adhuri khwaab, Samaj ki Rashme, ye use dhonte tan bhi, zindagi ka safar, dhundhate aakhiri dum bhi, Ek aisa.... ©Abhay Pandey ( Pen Name- Aabhik) # Ek aisa Ishq bhi#
Alka Barodia
ab sach ko sach kahna chod diya humne ,ab hum jhut se hi kaam chla lete h , ©Alka Barodia # ek sach Aisa bhi
Amiya Bhattacharjee
mai nehi janta pyaar kaisa hota hai haan mai nehi janta ki pyaar kya hai par tumhare liye status lagana mujhe accha lagta hai tumhare saath guzare har us pal ko yaad karke accha lagta hai mere pyaar ko samajh na hai to bas itna samjah lo mujhe khud bheeg ke tumhe bachana acvha lagta hai #ek pyaar aisa bhi
Priya Mishra
Wo sard hawayein, Wo barf ke chattan, halki si udasi ke sath aapki yaad, Wo kabhi na khatm hone wale raste, Or uspar dimag me chal rhe sawalon ke bauchhar, Namumkin ko bhi mumkin kar diya, haan..maine apna rasta badal liya. Kabhi socha na tha ye manzar bhi aaega, Jo hawa ke rukh ko kuchh aise badal jaega, Aasan nhi tha par kiya maine ek kamaal, Dil ko baccho ke jesa samjhaya Or kar liya maine wo manzar paar. #ek manzar aisa bhi